Suleh Kulli Gumrah Firqa Hota Hai, Jo Sunni, Shia, Qadyani, Bohri, Wahabi, Tabligi Sab Ko Ek Barabar Mane Usko Suleh Kulli Kehte Hai.

Sunni alMuttahida

HADEES

Beshaq bani israel 72 firqon men bat gae the.
Aur meri ummat 73 firqon me bat jaegi sare firqe jahamnami siwae ek ke,
Logo ne pucha ya RASUL ALLAH صلى الله عليه وسلم woh ek firqa kaun sa Hai?
Farmaya wo jis par main aur mere sahaba hain!
-Tirmizi sareef jild 2 kitab ul imaan 

AGARCHE HAR KALMA GO MUSALMAAN HAI TO PHIR 72 FIRKE JAHANNAM ME KIYU JAYENGE... ?
KEYA ALLAH AUR RASOOL صلى الله عليه وسلم UN 72YO K ALAG HAI.. ?
(MAA'Z ALLAH )

JABKI "NABI عليه السلام NE MASJID E NABWI SE 300 LOGO KO NAAM LEKAR MUNAFIQ KAHA AUR MASJID SE BAHAR NIKAAL DEYA.
Muslim jild 1, kitabul fitan 

AUR KARBALA KI WO AZEEM SHAHADAT KON BHOOLE JIS ME IMAAM HUSSAIN رصي الله تعالى عنه NE YAZEED LANATI KI 22 HAZAAR FOJ K SATH NAMAAZ NAHI PADI

BALKI APNE 72 LOGO KI ALAG JAMAAT BANA K NAMAAZ ADA KARE AUR UMMAT E MUSLIMA KO BATA DEYA AAQEDA DEKHO HAQ PAR KON HAI

Aye imaan walo! apne baap aur apne bhaiyo ko dost na samjho agar wo imaan per kufr pasand karey aur tum me jo koi inse dosti karega to wahi zalim hai.
PARA 10, SURAH AL-TAOBA, AYAT 23)

Musalman kafiro ko apna dost na banaley musalmano k siwa aur jo aesa karega usey ALLAH TA'ALA se kuch ilaqa (waasta) na raha magar ye k tum inse kuch daro.
PARA 3, SURAH AL-IMRAN, AYAT 28)

TAFSEER ROOH AL MAANI ME HADEES E QUDUSI MANQOOL HAI
ALLAH TA'ALA  farmata hai mujhe apni izzat ki qasam jo shaks mere dosto k sath dosti nahi karta aur mere dushmano k sath dushmani nahi karta wo meri rahmat haasil nahi kar sakta.
TAFSEER ROOH AL MAANI, JILD 28, PAGE 35)

HADEES :RASOOLULLAH صلى الله عليه وسلم apne Sahaba se farmate hain, Kya Faajir ko bura kehne se parhez karte ho..?
Log inhe kab pehchanenge..?
Faajir ki buraiya bayan karo taki log isse bachen.
Kanzul Ummal S-338)

INDIA me gumraah firqe kon kon se maujood hai.?
JAWAAB: Hindustan me bahot se gumraah firqe hain jin me se Chand mash'hoor ye hain...
⏩ Qadiyaani: ye firqa mirza gulaam ahmad qadiyaani ka perukaar hai, jisne khud ko Nabi hone ka Dawa kiya. ( Azale Azdahaam 688)
⏩ Raafzi: ye firqa khud ko shiya kehta hai, iska Aqeeda hai ke Qur'an Majeed mehfooz nahi, balke is me se kuchh paare ya soore sahaaba ne nikaal liye. Aur ek aqeeda ye bhi hai ke aimma kraam Ambiya Alahissalaam se Afzal hain jo ke kufr hai. Aur Sahaaba kraam ko khullam khula gaaliyaan dete hain.
⏩ Wahaabi Devbandi : inke kufr ke Aqeede...
Inke peshwa ashraf ali thaanvi jise shar feli kehte hain jisne Huzur Sallallahu Alaihi wasallam ke ilm ko pagal bacchon aur jaanwaron ki misl bataya, ilme gaib ka munkir hua, isi Tarah Qasim naanatui Rasheed Ahmad gangohi jiase zaleelo khaar jinhone kufr ki intiha kar di.
Aala Hazrat muhaddise Barelvi likhte hain:
kubraaye wahaabiya ne khule khule zururiyaate deen ka inkaar kiya aur tamaam wahaabiya inke haami ya inke jaanne wale hain aur ye sab sareeh kufr hain to wahaabiya me se koi aisa na raha jiski bid'at kufr se giri hui na ho chaahe wo gair muqallid ho ya bazahir muqallid" 
(Fatawa Razviya jild 3/170)
jiski bina par Sarkaare Aala hazrat  Imaam Ahmad Raza ne inhe Qatai tor par kafir  sabit kar diya likh diya aur Ahle sunnat par bahot bada Ehsaan kiya ke sunniyon gumraah hone Se bachaya.
⏩ Wahabi gair muqallid: ye firqa khudko ahle hadees kehta hai iska aqeeda ke allaah ke Allaah ki izzat ke siwa saari makhlooq chamaar se badttar hai.iski likhi gai kitaab Tqwiyatul imaan pg 10"
⏩Tableeghi jama'at: is guroh ke bhi wahi Aqeede hai jo wahaabi dewbandi ke hain aur kehta hai maulaana thanvi ne bahot bada kaam kiya.
⏩ Maudoodi: Ye guroh jo apne aapko jamate islami kehlaata hai.ye bhi wahaabi dewbandi ki ek shaakh hai.
⏩ Minhaaji Firqa:  Ye Tahir UK Padri Ka Sufi Wala Firqa Hai. Jisme Sunni, Shia, Qadyani, Wahabi Sab Ko Ek Samjha Jata Hai. Ye Aqida GUMRAHI Wala Hai. Ispar Mazeed Qalam Aage Hai. Minhajiyo ke mutabik yahood o nasara bhi ahle iman hain Aur Quraan me RAB ke Farmaan ke  mutabiq ye bhi kafir Hain.inke manne waale Haydrbad Delhi me ziyaa oaaye jaate hain.
⏩ Suleh Kulli: jo ke sab se bade khatarnaak hain.  jo insabko ek maante hain yaani kisiko bura hahi maante. Aur wo aaj ke daur me Taahir minhaji padri khabees hai.

Jisne in khabeeson ke kufr me shak kiya wo bhi kafir hua.
(Bahaare Shari'at)

Tahir ul Padri, Huzoor ﷺ ke MUKHTAR hone ka munkir!
➖➖➖➖➖➖➖➖
Bani e firqa e Minhajul Qur'an Tahir ul Padri Tafzeeli, Huzoor ﷺ ke MUKHTAR hone ka munkir hai !!!
Likhta hai :
Khaliq e Koun o makan ne jab Sarwar e Kainat ﷺ ko bhi yeh ikhtiyar nahy diya ke woh deen ke mamle may kisi per apni marzi musallat karein to kisi muballigh ko yeh haq kahaN se  hasil hogaya ke woh dosro se ikhtelaf e raye ka haqq cheen le !

Firqa Parasti ka Khatma Kyonkar mumkin hai Page No : 86
**********************************
Tahir ul Padri aur Rafzi Khomeni, BHAI BHAI
➖➖➖➖➖➖➖➖
Ulam e Ahlesunnat Shri Tahir ul Padri Singh Ke Mutalliq Shuroo Se Ye Baat Kehte Aarahe Hain Ke Minhajul Quran Aur Uska Baani Sunni Nahi hai Balki Ye Chupe Howe Rafzi shia Hain Ab is Baat Ka Sabot Mahanama Minhajul Quran Feb 2001 Ke Shumare Se Bhi Pata Chalta Hai !!!
Dr Tahir ul Padri Ke Mutaliq Likha Hai
“Dr Tahir Ul Qadri inqilabi Fikr Ke Aitebar Se Imam Khomeni {Shia} Se Bahut Mushabihat rakhte Hain, inka Deeni Aur Siyasi Muashrati Nazriyat Be Had Wazeh Raushan Hamagir Aur abad Ashna Hain , Khomaini {Shia} ki Tarah Tahir Ul Qadri Wasee Ul Mashrab, Hausla mand, Muttaqi, Muhib e Muhammad wa Aale Muhammad, Dushman e Firqa Parasti Aur Naqibe Muakhazat Wa Masawat e Muhammadi Hain !!!
Mahanama Minhaj Ul Quran Feb 2001
Page No : 166
Astaghfirullah !
Naseehat
Tahir Ul Padri Ko Khomini Ki Tarah kaha Gaya Hai Aur Khomeni Sahaba Kiram Aur Hazrat Aaisha Ki Shan Mein Gustakhiyan Karta Taha Aur Minhaji Log  is Gustakh Ko Wasee Ul Mashrab Aur Muttaqi Likh Rahe Hain Musalmano  is Rafzi Firq Ko Pehchano Aur inse Door Raho inki Sohbat Aap ki Akhirat Na Kharab kare
************************************
Tahir ul Padri ke nazdeek 72 firqe jannati hai
➖➖➖➖➖➖➖➖
Firqa Minhajul Quran Ka Bani Shri Tahir Ul padri Singh Likhta Hai Ke
“Akabir Ahle Sunnat Mein Se Kisi Ne Shia Ahle-hadith Ya Deobandion Ko Kafir Qarar Diya Tu Unki Apni Tahqiq Thi,” Phir Aage likhta Hai "Hamara Tariqa Ye Hai Ke Hum Pure Tabqe Ko nahi Pakadte Hum Ye Samjhte Hain Ke Hath Ki Sari Ungliya Barabar Nahi Hotin” Phir Likhta Hai "Bajaye Tabqe Ke Hum case To Case Lete Hain Fard Ba Fard Lete Hain Pure Maslak Ko Kafir Nahi Kehte
Fikri Masail Ka islami Hal
Page 14
Wazahat
Tahir Ul Padri Ki ibarat ka Saaf Matlab Yahi Hai Ke is Ke Nazdik 72 Firqe Durust Hain Jabke Aisa Aqida Wa Nazriya Qur'an Wa Ahadith Ke Khilaf Hai Ye Baat ab Saboot Ko Pahunch Chuki Hai Ke Tahir Ul Padri Ke Nazdik Qadiyani,  Shia, Deoband, Kharji Sab Iman Wale Hain.
Iska Ye Aqida Ahlesunnat wa Jama'at Ke Khilaf Hai Lihaza Tahir Ul Padri Ko Sunni Samajhna Ye Bahut Badi Galat Fehmi Hai Ye Mughal Badsha Akbar Ki Tarah Ek Naya Deen Bana Chuka Hai Jiska Naam Minhajul Quran Hai !
NOTE-
Wazeh Rahe ke Dr Tahir ul Padri Deobandi Akabir Ke Kufriya ibarat se Waqif Hokar Bhi Uneh Musalman manta Hai
**********************************
FIRQA E MINHAJ UL QUR'AN, MIRZA GHULAM AHMED QADIYANI KE NAQSH E QADAM PER !*
➖➖➖➖➖➖➖➖
Minhaji Ul Firqe Ke Taluq Se Jis Baat Ka Dar Tha Wahi Howa Akhir Ye Firqa Mirza Qadiyani Ke Naqsh e Qadam Per Chal Pada Hai
Mirza Gulam Ahmed Qadiyani Shru Mein Jis Tarah Ki Baaten karta Tha Khuch Aisi Hi Baten Minhaji Dharam Ke Log Karne Lage Hai Jin Hazrat Ne Qadiyaniat Ka Mutala Kiya Hai Ba Bakhubi Jante Hain Ke Mirza Gulam Ahmed Qadiyani Ne Khud Ko Pehle Mujaddid Kaha Phir Maryam Hone Ka Dawa Kiya Aur Uske Baad Khud Ko isa Bhi Kehta Tha Khuch is Se Milta Julta Dawa Minhaji Dharam Walon Ka Bhi Hai
Mahanama Minhajul Quran Sep 2003 Ke Shumare Mein Kiya Gaya Hai Likha Hai
“Mera Tahir Ul Qadri Waqat Ka Esa (عليه السلام) Bhi Hai  Jo Murda Dilon Mein Rooh Phonkta Hai Wo {Tahir Ul Qadri} Waqat ka Dawood (عليه السلام) Bhi Hai Jo Naat Tauhid Se Kafiron Ko Lalkarta Hai”
Mahanama Minhaj ul Qur'an
Har Saheeh Hadees Qaabil e Amal aur Har Zaeef Hadees Qaabil e Radd NAHI Hoti.
Maujuda Ghair Muqallideen Hazraat Kehte hai ke Hum Sirf Saheeh Hadees ko Maante hai aur Zaeef Hadees ka Radd Karte hai.
Aur Yeh Naara Lagaate hai ke Ahlehadees Har Saheeh hadees par Amal karte hai aur Ahnaaf ko Ta’ana Dete hai ke Unka Maslak Zaeef Hadeeso par Mambni [Depend] hai.
Balke Mashoor Ahlehadees Aalim Abu Sohaib Dawud Arshad Sahaab Toh yaha Tak Likhte hai ke
Hadees e Saheeh Sarheeh ki Maujoodigi me, Hume Kisi Aalim ka Fatwa Pesh karne ki Zarurat Toh Nahi.
(Tohfa e Hanafiyya : Safa 163)
Toh Maloom huwa ke Ahlehadees Hazraat ke nazdeek Rasoolullah ki koi Saheeh aur Sarheeh Maujood ho, Toh usko Maanna wa uspar Amal Zaroori hai.
Lekin Yaha par Hum Is Masle ko Waazeh Karna Chahte hai ke Har Saheeh Hadees QAABIL E AMAL aur Har Zaeef Hadees QAABIL E RADD NAHI HOTI.
Yeh Baat Ghair Muqallideen Bade Zor-o-Shor se Awaam me kehte hai ke Hum Sirf Saheeh Hadeeso ko Maante hai aur Imaamo ke Maaslik ko chor-kar Har Saheeh Hadees par Amal karne ki Dawat dete hai aur Zaeef Hadeeso ko Nahi Maante.
Lekin Haqeeqat ke Aaine me Baat kuch aur hi Nazar Aati hai.
Kya Har SAHEEH Hadees Qaabil e Amal Hoti hai ?
Pehle Un hadeeso ko Mulaaheza Farmaaye, Jo ke SAHEEH hai, Lekin phir bhi Ghair Muqallideen Amal Nahi Karte.
1 – Musnad e Ahmed : Jild 2 : Safa 461 par Riwayat Maujood hai :
Ke Hazrat Abdullah bin Abbas RadiALLAAHuanhu. Farmaate hai ke Rasoolullah Sallallahu alaihi wasallam ne ‘ZOHAR wa ASAR aur MAGHRIB wa ISHAA ki Namazo ko Milaakar beghair kisi Khauf aur Baarish ke Madina e Munawwara me padha.

Ibn Abbas RadiALLAHuanhu. se pucha gaya ke Aap ne Aisa kyun kiya ?
Farmaaya : Anhazrat sallallahu alaihi wasallam ne Chaaha ke Ummat par Takleef na ho.
(Musnad e Ahmed : Jild 2 : Safa 461)

Yeh Hadees Bilkul Saheeh hai, Allama Albani aur Ahmed Shaakir Ghair Muqallid Aalim ne bhi is hadees ko Saheeh Qaraar diya hai. (Musnad e Ahmed Ba-Tehqeeq Ahmed Shakir : Jild 2 : Safa 461, Sunan e Abi Dawud Ba-tehqeeq Albaani : Hadees no 1211)


*TAHIR UL QADRI MINHAJI* PAR KUFR KA FATWA DENE WALI
SHAKHSIYAAT

India:
Nabeera-e-AlaHazrat, Tajush Sharee’ah Mufti Akhtar Raza
Khan Qadri
Muhaddis Kabeer Mufti Zia-ul-Mustafa Al-Aa’zmi
Hazrat Allama Mufti Muhammad Aazam
Hazrat Allama Maulana Tehseen Raza Khan Qadri
Hazrat Allama Idrees Raza Khan Qadri Hashmati
Hazrat Allama Maulana Aal-e-Rasool Hasnain Mian Nazmi
Mahrehrwi
Hazrat Syed Amin Mian Barkati Mahrehrawi
Hazrat Syed Najeeb Mian Barkati Mahrehrawi
Hazrat Allama Mufti Abdul Mannan Qadiri
Hazrat Allama Syed Muhammad Siraj Azhar Sahib
Hazrat Allama Mufti Abdur Raheem Bastawi
Hazrat Allama Maulana Syed Muhammad Eesa Razavi
Mufti Muhammad Akhar Hussain Qadri
Mufti Muhammad Shoaib Qadri Razavi
Hazrat Allama Muhammad Asjad Raza Khan Qadri
Hazrat Maulana Muhammad Shahidul Qadri
Maulana Muhammad Saeed Noori Qadri
Hazrat Allama Maulana Amanat Rasool Qadri
Hazrat Allama Maulana Muhammad Ismail Jani
Hazrat Allama Qamar Raza Khan Qadri
Hazrat Allama Sibtain Raza Khan Qadri
Hazrat Allama Subhan Raza Khan Qadri
Hazrat Allama Muhammad Salman Raza Khan Qadri
Hazrat Allama Syed Jilani Muhaamid Ashraf Kachochvi
Mufti Mukarram Ahmad Naqshbandi
Maulana Abdul Hakeem Al-Azhari
Hazrat Allama Abdullah Khan Azeezi
Hazrat Allama Ashiqur Rahman Habeebi
Mufti Sher Muhammad Razavi
Muft Muhammad Bahaul Mustafa Amjadi
Mufti Shabbir Ahmed Razavi
Mufti Abdul Wajid Qadri
Mufti Muhammad Maseehuddin Chishti
Mufti Akhtar Raza Qadri Mumbai
Mufti Muslim Shamsi
Mufti Hafeezullah Naeemi
Mufti Muhammad Salim Akhtar Bilali
Hazrat Allama Yaseen Akhtar Misbahi
Allama Syed Shah Shamsul Aalam Hussaini
Hazrat Allama Syed Abdul Jaleel Rizivi
Mufti Maqbool Ahmed Qadri
Hazrat Allama Mufti Mujeeb Ashraf Qadri
Mufti Mehmood Akhtar Amjadi
Hazrat Allama Abdul Mustafa Hashmati
Hazrat Allama Maulana Gulam Rasool Noori
Hazrat Maulana Qamrul Hasan Qadri
Doctor Abdul Naeem Azizi
Mufti Badruddin Ahmad Razvi
Maulana Mumtaz Ahmed Sadeedi
Maulana Tausif Raza Qadri
Maulana Qari Tasleem Raza Qadri
Maulana Toheedul Haq Ashrafi
Maulana Zartab Raza Hashmati
Mufti Akhtar Hussain Aleemi
Mufti Shafeeq Ahmed Sharifi
Mufti Masoom Raza Khan Hashmati
Mufti Wali Muhammad Razavi
Doctor Gulama Mustafa Najmul Qadiri
Maulana Imamuddin Al Qadiri
Maulana Zafar Qadri Hamidi
Maulana Syed Kafeel Ahmed Hashmi
Maulana Sufi Abdul Karim Noori
Mufti Muhammad Hussain Raza Noori
Mufti Muhammad Amanur Rubb Rizvi
Dr. Gulam Yahya Anjum Misbahi
Mufti Dr. Amjad Raza Amjad
Mufti Muteeur Rahman Rizvi
Mufti Abdul Hanan Rizvi
Mufti Muhammad Ashfaq Hussain Naeemi
Mufti Naeemullah Khan
Mufti Wafaul Mustafa Amjadi
Hazrat Allama Syed Fakhruddin Ashrafi
Hazrat Allama Gulam Moenuddin Razavi
Mufti Shabeehul Qadiri
Mufti Muhammad Ashraf Raza Qadri
Doctor Syed Shah Ashraf Mian Mahrehrawi
Mufti Abid Hussain Rizvi
Mufti Aalamgeer Rizvi
Hazrat Maulana Shamshad Hussain Rizvi
Allama Abdur Raheem Nishtar Farooqi
Hazrat Allama Shamsul Huda Misbahi
Maulana Rahmatullah Siddiqi
---
☪️☪️☪️

ALLAH Ta’ala Irshad Farmata Hain :

Quran: 
Aur Tum Mein Jo Un Badmazahbo Se Dosti Rakhega, Wo Unhi Mein Se Hai, Beshaq ALLAH Be-Insaafo Ko Raah Nahi Deta.

(Para-6, Ruku-12, Aayat-5)

Ye Ayat SULEH KULLION K Liye Hai.

☠️☠️☠️
SULEH KULLI Ki Pehchan o Alamat Kia Hai?

1. Ye Masjid aur Madrase Mein Kum Aur Mazar aur Qabrastan Par Zyada Hote Hai.

2. Ye Apne Aap Ko SUNNI Bahot Faqr Se Kehte Hai Magar SHIYON Se Inke Khaas Talluqat Hote Hai

3. Ye Ahle Bait/PanjTan/Sayyed Wali Hadees Theory Zyada Promote Karte Hai aur Baki Sahaba Ki Fazilat Par Zyada Baat Nahi Karte

4. Ye Elm e Deen Se Bhagte Hai Aur Dusri Nayi Attractive Baat Zyada Karte Hai (Qalb Latifa Muraqeba Zikr e Khafi Roohaniyat Buzurgi Qutub Abdal Wagaira)

5. Ye Ulema Se BUGZ Rakhte Hai (Ala Hazrat Aur Dusre Sunni Ulema K Naam Se Inka Chehra Fika Pad Jata Hai)

6. Ye Apna BadAqida Chupane K Liye Apne Aap Ko SUFI Kehte Hai

7. Ye Allah K Liye Dushmani Nahi Karte (Sirf Mithi Mithi Baat Se Kaam Chalate Hai)

8. Inka Hindustan Mein Kohi Leader NAHI Hai Isliye Ye TAHIR ul QADRI Ke FAN Hote Hai

9. Ye Aksar Mazar K Paas Baith K Muraqeba Wagaira Karte Rehte Hai (logon ko FASANE ka Kaam)

10. Ye Tazia Dhol Qawwali aur Dusri Khurafat Ka Radd Kabhi Nahi Karte

Huzoor TajushShariya ne Mumbai Ke Jalse Me Badnaame Zamaana Kitaab ‘IRFAAN E MAZHAB O MASLAK’ Ka Radd Karte Huey Farmaaye :

“Sona (Imaan) Agar Bachaana Hai To *Sulehkulliyat* Se Tum Ko Bachna Hai…Sulehkulliyat Wahaabi Se Zyaada, Raafzi Se Zyaada, Deobandi Se Zyada Sab Se Bad’Tar Zeher Sulehkulliyat Hai…Allaah Tabaarak wa Ta’ala Mujhe Aur Aapko Is Zehre Qaatil Se Mehfooz Rakhey” 

(Aameen)


Har Fitne Ka Radd Farz e Azam Hai.
Shia Rafzi
Wahabi Deobandi
Qadyani Ahmedi
Ye Saare Aaj K Bade Fitne Hai.
Ahle Sunnat Wa Jamat Se Inka Kohi Talluk Nahi.

الصلوۃ والسلام و علیک یا رسول اللہ