Aqida e Touheed (Ahle Sunnat)
ALLAH Ek He Uska Koi Sharik Nhi
Na Zaat Me
Na Sifaat Me
Na Af’aal Me
Na Ahkaam Me
Na Asmaa Me
Wo Wajibul Wujood He (Uska Wajud Zaruri He) Hamesha Se Hy Or Hamesha Rahe Ga
{Bahaar e Shariat V1 P1}
.....
Q.Shirk ki Tareef Karen?
A. Ek Se Zyada Khuda Man’na Yani ALLAH Ki Zaat, Sifat Ya Af’aal Me Kisi Ko Wesa Hi Samaj Kar Sharik Karna.
Ya Kisi Ghairullah Ko Mustahiq e Ibadat W Paristish Jan’na Ahlesunnat Ko Khumakhwa Mushrik Kehne Wale Is Tarif Ki Roshni Me Mushrik Saabit Krn
Shirk Ki 3 Iqsaam
1> Shirk Fil-Ibadaat Murad Ye Ke ALLAH K Elawa Kisi or Ko Mustahiqq-e-Ibadat Samjha Jaye
2> Shirk Fiz-Zaat Murad Ye Ke Kisi Ko ALLAH Jesa Maan’na Jesey Majoosi 2 Khudaaon
Ko Maanty The 
3> Shirk Fis-Sifaat; Ye Hy Ke Kisi Zaat Me ALLAH Jesi Sifaat Maan’na
IKHTILAAF KYUN?

Jis Tarah Din Ka Andaza Raat Ke Baghair Nhi Lagaya Jaa Sakta
Isi Tarah Agr Kisi Ke Saamny Batil Ka Tasawwur Na Ho To Wo HAQ Ki Laz’zaton Sy Aashna Nhi Ho Sakta
To Jo Na Samjhe K SHiRK Kisey Kehty Hn, Wo Touheed Ko Nhi Jan Skta Ayinda Chand Misalon
Sy Iski Mazeed Wazahat Hogi

“ILM” Insaniyat ka zaiwar he Lekin “ILM”To khuda ki sift he To kya ye
“SHIRK” hoga?
Iska jwab ye he k Jo ”ILM” ALLAH ta’al ka he wo bande ka nhi, ALLAH ta’ala k “ILM” apna he,
Hmara “ILM” usi ka ata krda he. Uluhiyat or Abdiyat k drmyan yehi “FARQ” he.

Isi trah ALLAH ta’ala “SAMI O BASEER” he. 
Or frmata he k hmne insan ko SAMI O BASEER yani sunne or daikhne wala bnaya. To ALLAH ta’ala ki tmam sifaat be niaz o ghani hokar hn
Or bandon ki ye sifaat uske hajat mand or niaz mand hokar hn Kyunke unhn ye sifaat “RAB” ne den or wo khud or uski sifaat “RAB” k qabze or qudrat me hn
ALLAH k hukm se ye bat bilkul wazeh hogai k ULUHIYAT OR ABDIAT K DARMIYAN YEHI FARQ HE

ALLAH ta’ala frmata he! ”Kon he jo SHAFA’AT kre baghar IZN E KHUDA WANDI k.
(PARA 3)
Pata ye chala k baghair IZN k shafa’at ka aiteqad “SHIRK”he.Or IZN k sath ain
“TOHEED” he.Sabit hogya k jb ye aqeeda aaya k fulan shakhs ALLAH ta’ala k IZN k bagair koi hajat puri kr skt he to
“SHIRK” he.Or jb “IZN E ILAHI” ka aqeeda aaya to “SHIRK” khatm.

Jb hzrt esa alaihe slam ne qom k samne taleem e risalat paish ki to unse kaha!Or acha krta hn andhe or korhi ko or murde ko zinda krta hn ALLAH k hukm se.
(AAL E IMRAN 49)Ab daikhye shafa daina or murde ko zinda krna ye ALLAH ta’ala ka kam he.Is lehaz se to hzrt esa alaihe slam ne ALLAH ta’ala k kamo ka dawa kya,Laikin ab aage frmate hn”BE IZNILLAH”Yani me jo kuch krta hun ALLAH ta’ala k izn se krta hun.Wazeh hogya k yahan “IZN E ILAHI” Toheed or Shirk ka bunyadi nuqta he.Or mukhalfeen k lye 1 aasan jwab he

Agr koi”OLIYA ALLAH” ko”BE IZNILLAH” hajat rwa kahe to shirk khtm Lekin swal ye he k kya waqei ALLAH ta’ala ne unko IZN dya he?
Agr IZN dya he to iski kya daleel he?
Hm munkireen o munafiqeen ko dawat dete hn k wo aaen momineen ki traf k wo shirk se pak hn, QK unke pas”BE IZNILLAH”
ka suboot he, Or wo”OLIYA ALLAH” ko “BE IZNILLAH” hajat rwa mante hn, Hm mut’thi bhar munafiqeen o murtideen ko ye dikha daina chahte hn k ALLAH ta’ala ne”OLIYA ALLAH”
ko IZN dya heQK hmare aiteqad me na”SHIRK” ka sha’iba he or na hi”KUFR” ka

Bad Mazhab Shirk Fis-Sifaat Ka Galat Mafhum Paish Karke Musalmano Ko Gumraah Karney Ki Koshish Karty Hen
Aaye! 
Qur’an Sy
Aqaid e Islamiya Jaanty Hen 

Shirk Fis Sifaat or Qur’an; 
1> ALLAH Rauf or Raheem (Baqarah 143)
Huzoor B Rauf or Raheem (Touba 128)
2> Madadgaar Sirf ALLAH (Muhammad 11)
Jibrael or Auliya B Madadgar (Tehreem 4)
3>ALLAH Jaan Ko Mout Deta Hy (Zumr 42)
Mout Deta Hy Mout Ka Farishta (Sajda 11)
4>ALLAH Sunta Dekhta Hy (Hajj 61)
Bande B Sunte Dekhty Hn (Dahar 2)
5>Ilm-e-Gaib ALLAH Ke Paas (Namal 65)
Rasoolon Ko B Ilm e Gaib He (Jinn 26/27)
6>ALLAH Azeez Hey (Touba 40)
Rasool Azeez Hen (Touba 128)

Q. Kya Qur’an Ne Rasul Ko ALLAH Ka Shareek Bana Dya?
A. Nahi KyunKe ALLAH Zaati Tour Par Rauf, Raheem, Azeez Hy
Jab Ke Rasool, ALLAH Ki Ataa Sey Rauf o Raheem Hn

Q.Kya ALLAH Ke Elawa Kisi Ko “Faryad Sun’ne Wala” “Sab Kuch Deny Wala” “Gareebon Ko Nawazny Wala”
“Mushkilen Hal Karny Wala” “Khazany Bakhshny Wala” Kehna SHIRK Hy?
A. Jee Nhi, KyunKe ALLAH Zaati Tour Par Sab Kaam Karta Hy Jabke
Makhlooq (Waliyon) Ko ALLAH Ne Hi Ghous, Daata, Gareeb Nawaz, Mushkil Kusha, Ganj Bakhsh
or Dastageer Banaya Hy Yahi Islam Ki Ta’leem or Qur’an Sy Saabit Hy Jesa Ke Ibtidaa Me Aayaat Paish Ki Gayeen
IKHTILAAF KYUN?

Meanings;
1>RAUF =Meharbaan
2>RAHEEM =Reham Karny Wala
3>Sami =Sunne Wala
4>Baseer =Dekhne Wala

Sub Kuch Parhney Ke Baad Zara Emaandari Se Sochen Kya Ye Bi ALLAH ki Sifaat Nhe?
Magar Phir Isey Quran Ne Insan Ki Sifaat Bi Bataya Pas Jahilo Ko Chahye K
ALLAH Ki Zaat Se Ye Aqida Rakhen K Wo Apni Sifaat Ka Mazhar Apne Bando Ko Apne Fazal Se Banata Hy
Aur Jise Jitna Zyada Chahe Ata Kar Sakta Hy Qur’an Parhen, Jihalat Ka Andhera Door Karen 
SHiRK

Agar ALLAH Madadgaar, Mout Dene Wala, Gaib Ka Janne Wala Hy Aur
Qur’an Ke Mutabiq Iski Makhlooq Me Bhi Ye Sifaat Hen To Ye Shirk Nahi Hua
Kyunke ALLAH Ki Sifaat Zaati Jabke Makhlooq Ki Sifaat Ataayi (Granted) Hen
Aur Jahan Zaati Aur Ataayi Ka Faraq Aajaye Wahan SHiRK Ka Hukum Nahi
Lagta.

Q.Hidayet Kon Deta He?
A.Hamara Emaan He K ALLAH Ki Marzi k Khilaf Nabi Hidayat Nhe Karte
Magar ALLAH Ki Ataa Se Nabi Hidayet Karte Hen “Aur Tum Aye Mehbub Hidayat Karte Ho Seedhe Raaste Ki”
(AlShura Ayat#52) 
Rab Ne Huzoor Ko HAADI Bana Kar Bheja Aur HAADI Aapka Sifaati Name Bi He

QUR’AN:
ALLAH Aur Us KE Rasool Dono Dene Wale (Daata) Hen
AL-TOUBA>10/59

Mere Aaqa Detey Hen
Jholi Sab Ki Bhartey Hen

QUR’AN:
ALLAH Bhi Wali Hai Aur Us Ka Rasool 0r Eman Waley Bhi
=AL-MAiDA>6/55
Shirk, Biddat Ki Ratt Lagane Waley Gour o Fikar Karen

Ye To Ap Jante Hen Ke Elm-e-Gaib ALLAH Ki Sifat He.
Q. Agr Koi Qur’an Ki Roo Se RasooLon Ke Lye Bhi ELm e Gaib Ko Maane To Kya Ye Shirk Hoga?
A.Ji Nahi,
AL-QURAN
“Gaib Ka Jan’ne WaLa Apne Gaib Par Sirf Apne Pasandida RasooLon Hi Ko Aagah Frmata He, Har Kisi Ko ELM Nhe Deta”
(Sura e Jinn Ayat #26-27)

Bus Samajhne Ki Baat Ye He Ke ALLAH Ka Aalimul Gaib Hona Zaati Aur MustaQil He, Jabke RasooLon Ko ALLAH ki Ataa se Haasil He.
BeShak ALLAH Madadgaar He Musalmano Ka.

Q.Agar Hum GhairULLAH Ko Bhi Madadgaar Kahen To Kya Ye Shirk Hua?
A . Nahi

AL-QURAN:
“BeShak ALLAH Inka Madadgaar Aur JibreeL Aur Naik Mominin Bi”
(Al-Tahreem Ayt#4)

Agar GhairULLAH Ki Madad Ka Yaqin Rakhna Shirk Hota To Ye Aayt Kyun NaziL Hui?

Shifa Dena Or Murdey Zinda Karna To ALLAH ki Sifaat Hen, LeKin
Dusri Taraf to ESSA Alaihssalam Se Ke Mutalliq Qur’an Ye Sifaat Batla Raha He!
AL-QURAN
“Aur Me Accha Karta Hun Andhey Aur Korhi Ko, Aur Murdey Zinda Karta Hun ALLAH Ke Hukum Se”
(Aal-E-Imran Ayat#49)


> bas Isi Tarah ALLAH Apni Ataa Sey Apne MaqbooLeen Ko Ghaib Ka ELm,
Tasarrufat, Bando ki Imdad Wa Haajat Rawa’ee Wgera Ataa Frmata He.

“ALLAH Jise Chahy Betyan Ataa Frmaye Or Jisey Chahy Bete Dey”
(Al-SHURA Ayat#49)
Q. To Kya Hum Ksi MaQbooL Ghair e KHUDA K Lye Aisa Aqeeda Nahi Rakh Saktey?
A.Rakh Sakte Hen 
AL-QUR?N:
(JibreeL)
“Me Tere RABB Ka Bheja Hua Hun Taa Ke Me Tujhe Ek Suthra Beta Dun”
(MARYAM Ayat#19)

“Tum Frmao Tumhe WAFAT Deta he Mout Ka Farishta Jo Tum Par Muqarrar He”
(SAJDAH Ayat#11)

Kesi AJEEB Baat He Ke Loug Is Aayet Par To Sar-e-Kham Tasleem Karen
Par Is Aayat Ka Inkaar Karte Phiren? 
Ke..

“ALLAH Aur Iska RASOOL Aur MOMIN Tumhare Madadgaar Hen” (MAAEDA Ayat#55)

“BeShak Izzat Sari ALLAH Ke Lye He” (YOUNUS Ayat#65)
Q. Agar Hum ALLAH Ke Pyaron Ko Bhi Izzat Wala Kahen To Kya Ye SHIRK Hoga?
A. Ji Nhe,
Kyunke Ye Bi QURAN Ka Irshad He “Aur Izzat To ALLAH Aur Iske RasooL Aur Musalmano Hi K Lye He
Magar Munafiqon Ko Khabar Nhe” (MUNAFIQOON Ayat#08)

Hazrat Es saa Alaihissalam Ka Elaan;
“Kon Mera Madadgar He ALLAH Ki Taraf” (Aale Imran Ayat#52)
Q. Essa Alaihissalam Ka Is Tarah Gairullah (Yani Hawariyo) Se Madad Mangna Shirk Kyu Nhi Hua?
A . KyunKe;
“Beshak ALLAH Inka Madadgar Aur Jibreel o Naik Mominin Madadgar”
(Tehreem Ayat#04)

“Farma Dijye, Mere Lye ALLAH Kaafi He”
(Touba Ayat#129)
Q. To Kya Ye Kehna SHIRK Hoga? 
Ke “Mere Lye ALLAH o RasooL Kaafi Hen”
A. Nahi Ji Qur’an Me To Ye Bhi He;
“Aye NABI Aapko ALLAH Kaafi He Aur Ittiba Karne Waley Mominin” (Anfaal Ayat#64)
Yaad Rahey!!
Aayat Ka Inkaar KUFUR He 

ALLAH Hi Hukum Deta Hey Aur ALLAH Hi FAISLA Karne Wala Hey Lekin
Dusri Taraf Qur’an Me Ye Bhi Irshad Hua; 
“Shohar Aur Biwi Ke Tanaz’ey (Jhagre) Ko Hal Karne Ke Lye Ek Faisla Karne Wala Biwi Ki Taraf Sey
Aur Ek Shohar Ki Taraf Sey Muqarrar Kya Jaye” (Al-Nisaa Ayat#35)
Kya Samjhey?

Q.Hum”Ya Rasoolallah Madad” “Ya Ghous Al Madad” Kyun Kehte Hen? 
ALLAH Ki Ataa Sey Anbiya, Auliya Bhi Fayda Puhncha Saktey Hen.
Qur’an Parhen; Noor Paayen; “Tumhara Madadgar Nahi Magar ALLAH Aur Uska Rasool (Sallal laho Alaihe Wasallam)”
[Al-Maida 55]

“ALLAH Aur Uskey Rasool Ney Apney Fazal Sey Ghani Kar Dya”
[Touba 74]

“Be Shak ALLAH Unka Madadgar Aur Jibreel Aur Naik Imaan Waley Aur Is Ke Baad Farishtay..”
[Tehreem 4]

Siddiq e Akbar: Sab Sy Zyada Sach Bolne Wala
Farooq e Azam: Sab Sy Behtar Haq o Baatil Me Farq Karny Wala
Ali Akbar: Sab Sy Zyada Buland
Ye Sab Bhi To Insano Ke Alqaab Hen
Baat Baat Par Shirk Ke Fatwe Lagany Walon Ki Nazar Me To Hazraate Abu Bakr o Umer Ke Name Lene Waly Bi Mushrik Hogaye

Koi Musalman Kisi Banday Ko ALLAH Ki Misl, UsKi Manind Ya UsKe Bagair Madadgar Nahi Samajhta
Aur ALLAH Ke Izan o Ataa Sy Hony Wali Madad Goya ALLAH Hi Ki Madad Hy.
Kaainat Ka Koi Bhi Zarra ALLAH Ke Hukum Ke Bina Madad Nahi Kar Sakta Khaliq Apny
Mehbubon Ki Dua w Wasilay Ko Qubul Farmata hy. Aur Aisa Krny My Wo Majbur Nahi Bulke
Jab Wo Kisi Ko Mehboob Banata Hy To Unhe Apni Sifat Ka Mazhar Bana Ke Unki Baat Qubool Farmata Hy (Bukhari-Muslim)

ALLAH Ka Naik Bando Ke Mutaliq Farman;
“Me Uske Kaan Hojata Hun Jis Se Wo Sunta He, Uski Ankhen Hojata Hun Jis Se Wo Dekhta He”
(Bukhari V2 P#963)
Yaani 
Jub ALLAH Ka Noor Unke Kaan, Unki Aankh Hojata He To Wo Door o Nazdeek Ki Pukar Sun Lete Hen,
Door Se Hi Mulahiza Karte Aur Mushkil Ko Asaan Karne Per Qaadir Hojate Hen (Tafseer Kabir V7 P#436)
Magar Bandon Ki Ye Sifaat Aarzi, Ataayi, Majazi, Aur Haadis Hen Ye Aqeeda Rakhny Me Kya Burayi He?

Alhamdulillah
Hamary Da’wey Ki Daleel Par Qur’an o Hadees Ki Roshni Me Baat Ki Gayi Ab SHIRK Ke Fatwey Lagany Walon Ka Haal Mulahiza Farmaiyye 
“Buhat Se Log Is Qur’an Se Gumraah Hotey Hen Aur Buhat Se Log Is Se Hidayat Paate Hen” (Al-Baqarah Ayat#26)

Gumraahiyat 
Zamana e MOULA ALI Me Ek GiROH Ne Qur’an Ki Ek Aayat Ko Maana Lekin Dusri Aayt Ka Inkaar Kya
Aur MOULA ALI Ko Mushrik Kaha (Bukhari – Muslim)
Jese Aaj Kal Ke…

Beshak Wo Jinko Tum ALLAH Ke Siwa POOJTE Ho, Tumhari Tarah Bandey Hen,
To Inhe Pukaro Phir Wo Tumhe Jawab Den Agar Tum Sachche Ho” (A’raaf Ayat#194)
Ye Aur Is Tarah Ki Kayi Ayaat Buton Ki IBAADAT Ki Mazammat Me NaaziL Ki Gayin Hen
Na Ke SAALiHEEN Ke Muta’alliq. (Qurtubi V7 P#300) (Tafsire Kabir V5 P#431)
“Kharji Itne Gumraah Hen Ke Jo Aayaten Kaafiron Ki Muzammat Me Naazil Huin, Musalmano Par Chispaan Karte Hen”
(Bukhari V#2 P#1024)

Q. Kya Ummat e MUHAMMAD Kabi SHIRK Me Mubtila Hogi?
A.Mere Aaqa (alehisalatuwassalam) Farmatey Hen! KHUDAA Ki Qasam Muje Tum Per Koi KHOFF Nhe K Mere Baad SHIRK Karoge
(Bukhari Jild #2 Page #975 Hadith #6102)

Iske Elawa Mazid 4 Maqaam Par Bukhari Me Hi Ye Hadees Paak Mojud Hy

Sarkar Ek Din Uhad Walon Ke Paas (Mazar Pr) Nikly, Namaz Parhi, Phir Mimber Par Loutey Aur Farmaya;
“Me Aagey Jane Wala Hun, Aur Men Tum Per Gawah Hun,Men Apne Houz Ki Taraf Bhe Dekh Raha Hun,
Aur Zameen Ke Khazano Ki Kunjiyan Mujhe Di Gayi Hen, Aur BaaKhuda Muje Iska Khouff Nahi Ke Tum Mere Baad Shirk Karne Lago Gy,
Lekin Darr Hy Tum Dunya Ke Ragbat Me Ek Dusrey Se Muqabla Karogy” (Bukhari H#1261 -Janazey Ka Baab)
Agar Is Hadis Par Gour Kijye To Is Sy
>Urs Manana
>Ikhtiyar e Mustafa
>Hazir Nazir
>Elm e Gaib
>Hayaat
Sab Sabit Hua Aur Phir Ye Bhi Bata Dya Ke Jo Ye Aqeeda Rakhy Wo MUSHRiK Nahi

Q.Gumraah Logo Ke Mut’alliq Sarkar Kya Farmatey Hen? “Muje Tum Me Us Shakhs Ka Darr He Jo Qur’an Parhey Ga Islam Ki Chaadar Orhe Hoga,
Phir Usey Allah Jidhar Chahe Ga Behka Dega Wo Islam Ke Chadaar Se Saaf Nikal Jaye Ga Usey Pas e Pusht Daal Dega Aur Apne Parosi Ko Shirk Se Mansoob Karega
(Un Par Shirk Aur Kufur Ke Fatwa Lagaye Ga) Pucha Gaya;
“Shirk Ka Haq Daar Koun Hoga?”
Farmaya;
“Jo Tuhmat Lagaye Ga” (Ibne Kaseer V2 P#665)

.....
Madad Kyun Na Maangey Walyon Ke Darbar Sy
Ye Kaam Bahar Nahi Qudrat e Parwardigar Sy
Badal Jaati Hey Taqdeer Us Banda e Momin Ki Bilal
Jo Karta Hey Pyar ALLAH Ke Har Wali Har Yaar Sy
....
ALLAH Jaga Sey Paak Hey Islye Yun Kehna Ke “ALLAH Arsh e Azeem Par Hy” Ye Kufar Hy.

BUZURGO’N, NABI, WALI, AULIYA, SALEHEEN KA WASEELA SHIRK NAHI KYUKAY ALLAH NE HUKUM DIYA INKA WASEELA LENE KA AUR..

MUNAFIQ JO BUTTO KA WASEELA LETE THE UNHE SHAFI JAANTE THE, ALLAH TAALA NE BUTTO KO SHAFI QARAR NA DIYA BALKI MUNAFIQNE KHUD BUTT BANAYE AUR USE APNA WASEELA BANALIYA!

SURAH BAQRAH: AAYAT NO. 255:
TARJUMA: “AUR KAUN HAI JO ISKI IJAZAT KAY BAGAIR ISSE (KISI KI) SIFARISH KARSAKE”

JAB ALLAH TAALA NE BUTO’N KO IJAAZAT DI HI NAHI TOH WAHBI INHE SHAFI KIS BINA PER KEHTE HAI...?
ALLAH TAALA NE SHAFI TOH PAIGAMBER, NABI, AULIYA, WALI, SALEHEEN KO DI HAI,INKO SHAFI MANO....!

HUMNE PAIGAMBER, NABI, AULIYA, WALI, SALEHEEN KO SHAFI MAANA TOH ALLAH KAY HUKUM SE MAANA AUR MUNAFIQO’N NE BINA ALLAH KI IJAZAT KAY BUTO’N KO SHAFI MAANA...!

PARA 16, SURAH TAHA AAYAT NO. : 109.
TARJUMA: “US ROZ (HASHR KAY DIN KISI KI) SHAFA’AT KISI KO NAFA NA DEGI SIWAYE USKE JISKO REHMAN NE IJAZAT DI”

AB BATAO KHABISO KI ALLAH NE PAIGAMBER, NABI, AULIYA, WALI, SALEHEEN KO IJAZAT DI YA NAHI?

HADEES ME AATA HAI: NABIصلى الله عليه وسلم  NE FARMAYA MERI SHAFA’AT TOH BADE GUNAHGAAR KAY LIYE HAI!

DAWUD: BOOK 40 : HADITH 4721(KITAB AL-SUNNAH)
SUNAN IBN MAJA VOL. 1 PAGE 329 HADITH 4452,
SUNAN ABI DAWOOD VOL. 2 PAGE 296 HADITH 4741,
SUNAN TIRMIDHI VOL. 2 PAGE 66 HADITH 2623,
MUSTADRAK LIL HAAKIM VOL. 1 PAGE 69,
SUNAN KUBRA VOL. 10 PAGE 190,
AL MAU'JAM AL KABEER HADITH 11454 VOL. 10 PAGE 189,
MAWARID AZ ZAMAN HADITH 2596 PAGE 345,
KANZ AL UMMAL HADITH 39055 VOL. 14 PAGE 398)


AASHiQ E MUSTAFAصلى الله عليه وسلم
NOTE: IS MOZU ME AAP KO CHOTE BADE WAHABDE'A (AHLYE KHABEES & DEO K BANDE) DONO K GHAR KI KITABO SE BHI HAWALA DEKHAYA JAYEGA IN'SHA ALLAH JIS SE WAHABDE'A IBNE IBLEES K BHAGNE KA RASTA HI BAND HO JAYE.  BASHART'EA KI AAP BOOK ME  LICKH KAR YAAD RAKHE'N IN MESSAGE'S KO.....

TAUHEED O SHIRK ME WASEELA PER AITRAAZ AUR USKAY JAWAAB.....!

QURAN KEHTA HAI: KAUN HAI ALLAH KI IJAZAT KAY BAGAIR SHAFA’AT KARE

NABI صلى الله عليه وسلم KA FARMAN HAI HADEES SE SAABIT HAI KI, AAPKO IJAZAT MILGAI HAI, MERI SHAFA’AT MERE UMMAT KAY BADE GUNAHGAARO’N KAY LIYE HAI...!

PARA 30 SURAH DUHA AAYAT NO. 5:
TARJUMA: “A MEHBOOB HUM AAPKO AAKHIRAT KAY DIN ITNA DEGE KI AAP RAAZI HOJAYEGE...!

IS AAYAT KI TAHSREEH ME EK HADEES HAI:
TARJUMA: “A LOGO TUMSAB GAWAH HOJAO KAY A MEHBOOB HUM AAPKO ITNA DEGE ITNA DEGE YAHA TAKKI AAP RAAZI HOJAO,ME US WAQT TAK APNE RAB SE RAAZI NA HOUNGA JAB TAK ME US SHAKS KO JAHANNAM SE NIKAL DU JISKAY DIL ME RAI KAY BARABAR BHI IMAAN HAI...!

TOH PATA CHALA MAALOOM HUA KI MUNAFIQ NE BUTO’N KO KHUD BANAKAR WASEELA SAMJHA AUR HUMNE JO PAIGAMBER, NABI, AULIYA, WALI, SALEHEEN KA WASEELA SAMJATE HAI TOH WOH SAB ALLAH KAY HUKUM SE HAI....!

2. SHAFA’AT KAY BAAD JAB WASEELA BANAKAR MUNAFIQ BUTO’N KO PUJA KARTE UNHE APNA MAABOOD TASLEEM KARTE AUR SOCHTE KI BUTO’N KI JITNI PUJA KAREGE UTNA FAYDA HOGA....!

SURAH ZUMUR AAYAT NO. : 3  “ALLAH FERMATA HAI MUSHRIKEEN APNE BATIL MABUDO’N KO PUJTE THE AUR KEHTE THE HUM INHE NAHI PUJTE MAGAR ISLIYE PUJTE HAI TAAKI YEH ALLAH TAK HUMKO PAHUCHA DE”

AB IS AAYAT ME GAUR KARE TOH MUSHRIKEEN WASEELA TOH MANTE THE LEKIN SAATH ME PUJTE BHI THE.
AB ME SAWAAAL KARTA HU KI KAUN HAI WOH MUSALMAN AHLE SUNNAT WAL JAMAAT ME JO...

ALLAH TAALA KAY ALAWA PAIGAMBER, NABI, AULIYA, WALI, SALEHEEN KO PUJTA HAI INKO MAABOOD TASLEEM KARTA HAI INKI IBADAT KARTA HAI..?

HUM KISI PAIGAMBER, NABI, AULIYA, WALI, SALEHEEN KO NAHI PUJTE AUR NAAHI KOI KHABEES ISE SAABIT KAR SAKTA HAI.TOH YAHA SE BAAT SAAF HOJATI HAI KI HUM PAIGAMBER, NABI, AULIYA, WALI, SALEHEEN KO SHAFAAT KARNE WALA JAANTE HAI LEKIN MAABUD NAHI MAANTE....!

3. MUNAFIQ BUTO’N KO WASEELA BANATE AUR PUJTE BHI THE AUR KAISE PUJTE KI JITNI TAAQAT ALLAH KO HAI UTNI HI IN BUTO’N KO BHI HAI (MAZ ALLAH) HAR CHIZ ME YEH BUTT ALLAH KAY SAATH BARABAR ME SHARIK KARTE THE (NAUZBILLAH).

SURAH SHURA AAYAT NO.97 - 98:
AUR QAYAMAT KAY DIN WOH MUSHRIKEEN KAHEGE “KHUDA KI QASAM HUM TOH BAHUT BADI GUMRAHI ME THE KAY HUMNE IN BUTO’N KO RABUL AALAMIN KAY BARABAR TEHRAYA DIYA THA”

TOH SAABIT HUA KI MUNAFIQ MUHSRIKEEN NE BUTO’N KO WASEELA JANNE KAY SAATH SAATH ALLAH TAALA KA SHARIK BHI TEHRAYA....!

LEKIN AHLE SUNNAT WAL JAMAAT PAIGAMBER, NABI, AULIYA, WALI, SALEHEEN KO KHUDA KA SHARIK NAHI JAANTI NAHI MANTI....!

YEH HO GAYA SHIRK KHATAM KYUKAY HUM PAIGAMBER, NABI, AULIYA, WALI, SALEHEEN KO KHUDA NAHI SAMAJTE AUR NAAHI ALLAH TAALA KA SHARIK TEHRATE HAI.YEH HUMARA AQEEDAH HAI HI NAHI....!


AASHiQ E MUSTAFAصلى الله عليه وسلم
NOTE: TO AB IN JAHIL WAHABDO KO CHAHIYE KI AAWAAM KO GUMRAH KARNA CHOD DE QKI JO SHIRK K FATWE LAGAYE THE IN JAHILL WAHABDO NE WO TO GALAT SABIT HOGAYE HAI..................

BILFARZ

JO SHAKS YA KHABIS KO ITMINAAN NA HUA HO IN DALIL SE KAY WASEELA SHIRK NAHI AUR MUSHRIKEEN WASEELA KIS TARAH JAANTE THE MAANTE THE AUR AHLE SUNNAT WAL JAMAAT KA SAHI AQEEDAH KYA HAI....!

TOH HUM KAHEGE QURAN ME EK AAYAT HAI USKA JAWAAB DE AAP.

SURAH MAIDA AAYAT NO. : 35. TARJUMA: “AYE EIMAN WALO, ALLAH SE DARO AUR USKI TARAF WASEELA TALASH KARO AUR USKI RAAH ME JIHAD KARO, IS UMID PAR KI TUM FALAAH PAAO.”

AB YAHA PER IMAAN WALO SE MUKHATIB KIYA GAYA HAI KI ALLAH KI TARAF WASEELA DHUNDO...!

AUR SABSE PEHLA HUKUM KYA DIYA ALLAH NE..?

ALLAH SE DARO AUR BANDA KIS TARAH DARTA HAI KHUDA SE..?

NAMAZ ROZA ZAKAAT HAJJ NA KARE AUR KAHE KI ME ALLAH SE DARTA HU.(KYA YEH MUMKIN HAI??)

ALLAH SE DARNE KA MATLAB KYA HAI??

NAMAZ KA WAQT HUA,HUM NAMAZ PADHNE GAYE,ZAKAT KAY WAQT PURI SAHI ZAKAT ADAA KI,RAMZAN ME ROZA RAKHE IBADAT KI,ALLAH NE MAAL O DAULAT DI HUMNE HAJJ KIYA...

YEH HAI DARNA ALLAH SE AUR IN TAMAM CHIZO SE DARNE KAY BAAD HUKUM DIYA KI ALLAH KI TARAF WASILA DHUNDO....!

YEH NAHI KAHA KI YEH SAB AMAL KARO JANNAT MILJAYEGI,
TUM SAB HASHR ME PAAS HOJAUGE AGAR AISA HOTA KI BINA WASEELA HI YEH SAB AMAL KARLO TOH IBLEES KA KYA HAAL HUA...?

DUNIYA ME RAI KAY BARABAR BHI AISI KOI JAGAH NAHI JAHA IBLEES NE SAJDA NA KIYA HO LEKIN JAB ALLAH TAALA NE HUKUM DIYA KI HAZRAT ADAM ALAIHISSALAM KO SAJDA KARO..

TOH IBLEES KAY ALAWA TAMAM FARISHTO’N NE SAJDA KIYA.AUR ALLAH TAALA KO YEH BAAT NAGAWARA HUA KI IBLEES NE SAJDA NAHI KIYA AUR SHAITAAN BANADIYA GAYA....!

GAUR O FIKR KARE TOH NABI KA WASEELA THUKRA DIYA AUR SHAITAAN BANGAYA AUR TAMAM FARISHTO NE TAZEEMI SAJDA KARKE HAZRAT ADAM ALAIHISSALAM KO ALLAH KA QURB HAASIL KIYA LEKIN IBLEES NE WASEELA THUKRAYA AUR SHAITAAN MARDOOD BANGAYA..!

TOH PATA CHALA KI AMAL THUKRAYA JAA SAKTA HAI MAGAR WASEELA NAHI AUR WASEELA DHUNDNE KA HUKUM HAI IS AAYAT ME JISSE BANDE GUMRAH NA HO...!

AUR WASEELA SHIRK YA HARAM HAI TOH IS AAYAT ME WASEELA KAISA...????


AASHiQ E MUSTAFAصلى الله عليه وسلم
NOTE: DR.JOKAR NALAYAK NE QUR,AN KI 25 AAYATO PAR WASELA HARAAM KEH KAR AWAAM KO GUMRAH KARNE KI KOSHISH KI LEKIN AAJ TAK EK BHI AAYAT SABIT  NAHI KAR PAYA AUR BHAGA HOWA HAI MUNAZREA SE TO JO QUR,AN PAR JHOOT BANDHE US NE KUFR KEYA AB IS KE KURF AUR AZAAB ME JO SHAK KARE WO KHUD KAAFIR HO JAYEGA...........!!! .
___________________________
WAHABI KHABIS KA  AITRAZ :

IS PER KHABIS YEH AITRAAZ KAREGA KI YAHA WASEELA SE MURAAD PAIGAMBER, NABI, AULIYA, WALI, SALEHEEN KA WASEELA NAHI BALKI AMAAL HAI...!

HUMARA JAWAAB:
ME PEHLE YEH JANNA CHAHUGA KI KHABISO’N DECIDE KARLO KI KYA GAIRULLAH KA WASEELA SHIRK HAI YA NAHI...?
FIR ME AAPAKA JAWAAB DUGA KYU KAY AAP LOG HI KEHTE HAI KI GAIRULLAH KA WASEELA HI SHIRK HAI, ALLAH TAALA KAY ALAWA KISI KA BHI WASEELA SHIRK HAI....!

PEHLE TAYE KARLO KI GAIRULLAH KA WASEELA SHIRK HAI YA NAHI.AGAR SHIRK HAI TOH KYA AMAAL ALLAH HAI YA GAIRULLAH HAI..??

KYUKAY WAHBIYO’N KAY BADO NE APNI KITAB ME LIKH RAKHA HAI ALLAH KAY ALAWA KISI KA WASEELA JAYAZ NAHI TOH AMAAL GAIRULLAH HAI ISKA WASEELA JAYAZ KAISE HOGAYA...?
TUM TUMHARE BADO’N KAY KHILAF BOL RAHE HO PADHO 

TAQWIYATUL IMAAN BY ISMAIL DEHLVI)

AUR TUM WAHABI APNE BADO KI KITAABO’N INKAR NA KARTE HUE,UNKI BAATO KO TASLEEM KARTE HO KI ALLAH TAALA KAY ALAWA KISI KA WASEELA JAYAZ NAHI HAI FIR DALIL KYUDETE HO QURAN SE KI SABR O NAMAZ SE WASEELA LO...!
SURAH BAQRAH AAYAT NO.153)

NOTE: JAB GAIRULLAH SE WASEELA SHIRK HAI TOH NAMAZ, SABR, AAMAL GAIRULLAH HAI YA ALLAH HAI..???
ALBATTA MAALOOM HUA KI USKA WASEELA SHIRK HAI JISKI IJAZAT ALLAH TAALA NE NA DI...!

AB KUCH WAHABI YEH BHI KEHTE HAI.

SURAH QAAF AAYAT NO.16 TARJUMA: “AUR HUM DIL KAY RAG SE BHI ZYADA NAZDEEK HAI”

YAH SABSE BADI DALEEL HAI WAHBIYO’N KI FIR ISKE BAAD INKI DALEELEI KHATAM HOJAATI HAI BAS ITNI HAD HAI INKI...!

WAHABI KEHTE HAI : ALLAH TUMHARI RAG SE BHI ZYADA KARIB HAI WOH DEKHTA HAI SUNTA HAI TOH PHIR WASEELA KYU BANATE HO..?

AB JAWAAB SUNE:
ALLAH TAALA NE FARMAYA KI ALLAH QAREEB HAI AISA TOH NAHI KAHA KI BANDA MUJHSE QAREEB HAI..??

FARK HAI YEH DONO BAAT ME KHOOB FARK HAI. ALLAH TAALA KA BANDE SE NAZDIK HONA AUR BANDO KA ALLAH TAALA KAY NAZDEEK HONA KHOOB FARK HAI,

ALLAH TAALA HAR BANDE SE QAREEB HAI TOH ABU JAHAL SE BHI QAREEB HAI,NAMRUD SE BHI QAREEB HAI,FIRAUN SE BHI QAREEB HAI LEKIN KYA YEH BANDE ALLAH TAALA KAY QAREEB THE..??

AGAR HOTE TOH GUMRAH WA KAFIR NA HOTE AUR GUMRAH HUE KYUKAY BICH ME NABI KA WASEELA NAHI THA...!

JISNE NABI KO WASEELA BANAYA WOH ALLAH KAY QAREEB HOGAYE AUR JO KHUD DIRECT KA DAAWAH KARNE LAGE WOH GUMRAH HOGAYE...!


AASHiQ E MUSTAFAصلى الله عليه وسلم
NOTE: AB IS AYAAT KI TAHSREEH ME MAUALANA RUMI NE EK WAQYA LIKHA HAI APNI KITAB MASNAVI ME AUR MAKTAB ME PADHAI JAATI HAI US KI PURE DETELS AAP KO NEXT MSG ME MILL JAYEGE IN'SHA ALLAH

___________________________

WAHABI KHABIS KA  AITRAZ :

IS PER KHABIS YEH AITRAAZ KAREGA KI YAHA WASEELA SE MURAAD PAIGAMBER, NABI, AULIYA, WALI, SALEHEEN KA WASEELA NAHI BALKI AMAAL HAI...!

HUMARA JAWAAB:
ME PEHLE YEH JANNA CHAHUGA KI KHABISO’N DECIDE KARLO KI KYA GAIRULLAH KA WASEELA SHIRK HAI YA NAHI...?
FIR ME AAPAKA JAWAAB DUGA KYU KAY AAP LOG HI KEHTE HAI KI GAIRULLAH KA WASEELA HI SHIRK HAI, ALLAH TAALA KAY ALAWA KISI KA BHI WASEELA SHIRK HAI....!

PEHLE TAYE KARLO KI GAIRULLAH KA WASEELA SHIRK HAI YA NAHI.AGAR SHIRK HAI TOH KYA AMAAL ALLAH HAI YA GAIRULLAH HAI..??

KYUKAY WAHBIYO’N KAY BADO NE APNI KITAB ME LIKH RAKHA HAI ALLAH KAY ALAWA KISI KA WASEELA JAYAZ NAHI TOH AMAAL GAIRULLAH HAI ISKA WASEELA JAYAZ KAISE HOGAYA...?
TUM TUMHARE BADO’N KAY KHILAF BOL RAHE HO PADHO 

TAQWIYATUL IMAAN BY ISMAIL DEHLVI)

AUR TUM WAHABI APNE BADO KI KITAABO’N INKAR NA KARTE HUE,UNKI BAATO KO TASLEEM KARTE HO KI ALLAH TAALA KAY ALAWA KISI KA WASEELA JAYAZ NAHI HAI FIR DALIL KYUDETE HO QURAN SE KI SABR O NAMAZ SE WASEELA LO...!
SURAH BAQRAH AAYAT NO.153)

NOTE: JAB GAIRULLAH SE WASEELA SHIRK HAI TOH NAMAZ, SABR, AAMAL GAIRULLAH HAI YA ALLAH HAI..???
ALBATTA MAALOOM HUA KI USKA WASEELA SHIRK HAI JISKI IJAZAT ALLAH TAALA NE NA DI...!

AB KUCH WAHABI YEH BHI KEHTE HAI.

SURAH QAAF AAYAT NO.16 TARJUMA: “AUR HUM DIL KAY RAG SE BHI ZYADA NAZDEEK HAI”

YAH SABSE BADI DALEEL HAI WAHBIYO’N KI FIR ISKE BAAD INKI DALEELEI KHATAM HOJAATI HAI BAS ITNI HAD HAI INKI...!

WAHABI KEHTE HAI : ALLAH TUMHARI RAG SE BHI ZYADA KARIB HAI WOH DEKHTA HAI SUNTA HAI TOH PHIR WASEELA KYU BANATE HO..?

AB JAWAAB SUNE:
ALLAH TAALA NE FARMAYA KI ALLAH QAREEB HAI AISA TOH NAHI KAHA KI BANDA MUJHSE QAREEB HAI..??

FARK HAI YEH DONO BAAT ME KHOOB FARK HAI. ALLAH TAALA KA BANDE SE NAZDIK HONA AUR BANDO KA ALLAH TAALA KAY NAZDEEK HONA KHOOB FARK HAI,

ALLAH TAALA HAR BANDE SE QAREEB HAI TOH ABU JAHAL SE BHI QAREEB HAI,NAMRUD SE BHI QAREEB HAI,FIRAUN SE BHI QAREEB HAI LEKIN KYA YEH BANDE ALLAH TAALA KAY QAREEB THE..??

AGAR HOTE TOH GUMRAH WA KAFIR NA HOTE AUR GUMRAH HUE KYUKAY BICH ME NABI KA WASEELA NAHI THA...!

JISNE NABI KO WASEELA BANAYA WOH ALLAH KAY QAREEB HOGAYE AUR JO KHUD DIRECT KA DAAWAH KARNE LAGE WOH GUMRAH HOGAYE...!

AASHiQ E MUSTAFAصلى الله عليه وسلم

NOTE: AB IS AYAAT KI TAHSREEH ME MAUALANA RUMI NE EK WAQYA LIKHA HAI APNI KITAB MASNAVI ME AUR MAKTAB ME PADHAI JAATI HAI US KI PURE DETELS AAP KO NEXT MSG ME MILL JAYEGE IN'SHA ALLAH
___________________________
WASEELA KA MAANA?

IMAM RAAGIB ASFAHANI: WASEELA KAY MANE KISI CHIZ KI TARAF RAGBAT KAY SAATH PAHUCHNE (YAANI TAWASSUL) KAY HAI AUR WASEELA ME RAGBAT KA PEHLU SHAMIL HONE KU WAJAH SE YEH “WASEELA” SE KHAS HAI.. !
MUFRDAAT ALFAAZ UL QURAN 871)

IBN MANZOOR LAFZ “WASEELA” KI TEHQEEQ KARTE HUE LIKHTE HAI: DARHAQEEQT WASEELA WAH CHIZ HAI JISKAY ZARIYA KISI TAK PAHUCHA JAAYE AUR US KA QURB HAASIL KIYA JAAYE...!
LISAN UL ARAB 11:725

IMAM ZAMAKHSHARI KEHTE HAI: HAR WAH CHIZ JISSE KAY ZARIYA ALLAH TAK PAHUCHA JAAYE YAANI QURB HAASIL KIYA JAYE ISE HI WASEELA KEHTE HAI....!
TAFSEER UL KASFH 1:488)

.....

WASEELA KYA HAI..?

WASEELA ALLAH TAALA QURB HAASIL KARNA HAI, AHLE SUNNAT WAL JAMA’AT ME WASEELA KAY TALUQ ME HAYAT O WAFAT KA PAIMANA HI NAHI BALKI QURBIYAT DEKHI JAATI HAI KAY ALLAH TAALA NE KISE SHAFI BANAYA KISE QURBIYAT ATAA KI HAI AUR INHI KA WASEELA TALASH KARNE KA HUKUM BHI AAYA HAI QURAN ME. LEKIN WAHBI KEHTE HAI BAAD WAFAT WASEELA JAYAZ NAHI..

TOH IS PER HUM ILZAMI SAWAAL KARTE HAI KI JAB NABI صلى الله عليه وسلم ZAHIRI DUNIYA ME MAUJUD THE TOH WASEELA JAYAZ THA AUR BESHAK ALLAH TAALA NE AAPKO WOH QURBIYAT ATAA KI KAY AAPKI DUA KABHI RADD NAHI HOSAKTI TOH WAHBIYON KO CHAHIYE KI AISI DALIL PESH KARE KAY JISSE YEH SAABIT HO KI ZAHIRI DUNIYA ME QURB THA AUR WAFAT BAAD QURBIYAT KHATAM HOJAATI HAI...!

NABI E KAREEM HUZOORصلى الله عليه وسلم   KAY DUNIYA ME AANE SE PEHLE WASEELE KA SABUT!

HAZRAT ABDUALLAH BIN ABBAS (رضي الله عنه ) NAIN FARMAYA:

KAHYBAR K YAHOODI GHATFAAN QABEELAY SAY BAR SAR E PAYKAAR RAHA KARTY THY (YANI LARTY REHTY THY), PAS JAB BHI DONO KA SAMNA HUA YAHOODI SHIKAST KHA GAAY. PHIR YAHOODIYUN NAIN IS DUA K ZAREEAY PANAH MANGI:

AY ALLAH HUM TUJH SAY UMMI NABI MUHAMMAD MUSTAFA (صلى الله عليه وسلم ) K WASEELAY SAY SAWAL KARTY HAIN JINHAIN TO TU NAIN AKHRI ZAMANA MAIN HAMARY LIAY BHYJNY KA HUM SAY WADA FARMAYA HAY K IN (DUHSMANON) K MUBQABLY MAIN HAMARY MADAD FARMA.'

RAWI KEHTY HAIN: PAS JAB BHI WO DUSHMAN K SAMNY AY TO UNHOUN NAIN YEHE DUA MANGI AUR GHATFAAN (QABEELA) KO SHIKAST DI.

LAYKIN JAB HUZUR NABI AKRAM (صلى الله عليه وسلم ) MAB'US HUAY TO UNHOUN NAIN (AAP SALLALAHU A'LAIHAY WA ALIHE WASALLAM KA) INKAR KIYA. IS PAR ALLAH TA'ALA NAIN YEH AYAT UTARI:

HALNKY IS SAY PEHLY WO KHUD AY MUHAMMAD (SALLALAHU A'LAIHAY WA ALIHE WASALLAM)! AP K WASEELAY SAY KAAFIRON PAR FATAH-YAABI KI DUA MANGTY THY.' "

FROM HAAKIM BOOK: AL MUSTADRAK VOLUME : 2 PAGE : 316 HADITH NUMBER : 3101.

FROM : AAJRI BOOK : AS SHARI'AH PAGE : 448.

FROM : BAYHAQI BOOK : DALAAIL AN NUBUWWAH VOLUME : 2 PAGE : 76.

FROM : IMAM JALAL UD DIN SUYUTI BOOK : DAR AL MANTHUR VOLUME : 1 PAGE : 467-468.

As Salato Was Salamo Alayka 

Har Fitne Ka Radd Farz e Azam Hai.
Shia Rafzi
Wahabi Deobandi
Qadyani Ahmedi
Ye Saare Aaj K Bade Fitne Hai.
Ahle Sunnat Wa Jamat Se Inka Kohi Talluk Nahi.
الصلوۃ والسلام و علیک یا رسول اللہ