Mazar Banane Ka Saboot Aur Sahaba Aur Ahle Bait Ki Mazaro Par Bulldozer Chalane Wale Chupe Hue Kafir (Wahabiyo) k Muh par Haq Ka Tamacha -
.....
SAHIH BUKHARI, JILD:1,KITABUL-JANAEEZ ,BAAB MAA JAAHAA FEE KABARINNABIYE WA ABEE BAQARIN WA UMAR
ME HAI HAZRAT URAWAH RADIALLAHO TAALA ANHO FARMATE HAI KI 
"WALEED IBNE ABDUL MAALIK KE ZAMANE ME RAUZ-E- RASUL ALLAH SALALAHO TAALA ALAI WASSALAM KI EK DIWAAR GIR GAYI" "FA'AKHAZU FEE BENAA'EEHI" "HAZRAT WALEED NE HUKUM DIYA K TAMEER KARO SUB USSE BANNANE ME MASHGUL HUYE" "FABADAT LAHUM QADAMUN FAFAZA'U WA JANNOO ANNAHAA KADAMUNNABEEYE ALAIHISSALAAMU" 
"EK QADAM ZAHIR HO GAYA TO LOG GHABRA GAYE OR SAMAJHE KI YEH HUZUR ALAIHISSALAATU WASSALAAM KA QADAM-E-PAK HAI" 

HAZRAT URAWAA RADIALLAHO TAALA ANHO NE KAHA KI 
"ALLAH KI KASAM YE HUZUR ALAISALAAM KA QADAM NAHI HAI,YEH HAZRAT UMAR-E-FAROOQ RADIALLAHO TAALA ANHO KA QADAM HAI"
PUCHA KITNE SAAL BAAD NIKLA KAHA K KAI SAAL BAAD NIKLA FARMATE PAIR AISA THA JAISA ZINDO KA HOTA HAI
.....
IS HADITH SE MALUM HUA KI MAZAAR-E-MUBARAK AAQA SALLALLAHO ALAIHE WASALLAM K SAHABA KI SUNNAT HAI AUR AMBIYA SAHABA AUR AULIYA APNI QABRO ME ZINDA HAI.

SAHIH BUKHARI,JILD:1,KITABUL-JANA'EEZ OR MISHKAAT BAABUL-BUKAA ALAL-MAIYAT ME HAI KI 

"HAZRAT IMAM HASAN IBNE ALI RADIALLAHO TAALA ANHO KA INTEQAAL HO GAYA" "ZARABAT IMRAATUHUL-KUBBATA ALAA KABAREHEE SANATANA"  TO UNKI BIWI NE UNKI KABAR PAR EK SAAL TAK KUBBAA DAALE RAKHA" 
YE BHI SAHABA IKRAM KE ZAMANA ME SABKI MAUJUD ME HUA.KISI NE INKAAR NAHI KIYA OR UNKI BIWI WAHA EK SAAL TAK RAHI FIR GHAR WAPAAS AAGAYI JESA HADITH ME HAI.
IS HADITH SE MALUM HUA MAZAR PAR KUBBAA BANANA SAHABA KI SUNNAT HAI

HAZRAT ABU JAUZA RADIALLAHO TAALA ANHO NE BAYAAN KARTE HAI KI 
"EK MARTABA MADINE SAKHT SUKHA PAD GAYA,LOGO NE UMMUL MOMINEEN HAZRAT AAISHA RADIALLAHO TAALA ANHO SE SHIKAYAT KI" HAZRAT AAISHA RADIALLAHO TAALA ANHO NE FARMAYA 
"RASUL ALLAH SALALAHO TAALA ALAI WASSALAM KI KABAR-E-ANWAR KO DEKHO OR ISKE THIK UPAR AASMAAN KI JAANIB CHHAT ME SURAAKH KARDO,YEHA TAK KI KABAR-E-ANWAR OR AASMAAN K BICH KOI PARDA NA RAHE" LOGO NE ESA HI KIYA TO IS ZOR KI BAARISH HUYI KI KHUB SABAZA UGAA HARIYAALI CHHAH GAYI OR UTH MOTE HO GAYE YEHA TAK KE INKI CHARBI FATTI JAATI THI OR IS SAAL KO KHUSHALI KA SAAL KAHA JAANE LAGA"
[MISHKAAT,BAABUL QARAAMAAT,SAFA: 545]

IS HADEES SE MAALUM HUA K MERE AAQA SALALAHO ALAI WASSALAM KI MAZAAR-E-MUBARAK PAR CHHAT US WAQT BHI MAUJUD THI. AGAR MAZAAR BANNANA SHIRK O BIDDAT HOTA TO KYA RASUL-E-AAZAM SALALAHO ALAI WASSALAM K GULAM SHIRK KARTE RAHE BIDDAT KARTE RAHE MAAZALLAH YE MAZAAR PE CHHAT OR YE KUBBA BANNA AGAR SHIRK O BIDDAT HOTA TO RASUL-E-AAZAM K GULAM KABHI ESA NA KARTE. YE MERE RASUL ALLAH SALALAHO ALAI WASSALAM K SAHABA KA MAZAAR BANNANA IS BAAT KI DALIL HAI KI MAZAAR BANNANA SHIRK O BIDDAT NAHI BALKI RASUL-E-AAZAM KE SAHABA IKRAM KI SUNNAT HAI...
.....

MAZARAAT (QABRO) PAR AITERAAZ KA JAWAAB

WAHABI AITERAAZ:

QABAR KE MUTALLIKH Ahadith:

Nabi(SAW) ne Hazrat Ali(RA) ko yeh hukm de kar  bheja: “Jo Qabar OONCHI nazar aye, usey ‘Zameen ke BARABAR’ kar do”. (Muslim 2287)

Jabir(RA) se riwayat hai ke; Nabi(SAW) ne in baaton se MANA’A farmaya hai.

Qabar ko PUKHTA karna, Qabar par BAITHNA, Qabar par koi IMAARAT banaana. (Muslim 2289)
Nabi(SAW) ne, QABRON par MASJID’ (Masjid-Sajdah karne ki jagah) banane wale par LA’ANAT farmayi hai. (Abu Dawood )

Aaj LOGON NE Pyare Nabi(SAW) ki Pyari ‘ HADEESON ko GIRAA’ kar, apne URS wale ‘Babaon ki QABRON’ ko pakki, Pukhta Imaaratein bana kar OONCHA kar diya hai.

AHLE SUNNAT KA JAWAB:
WAHABIYO NE IN AHAADITH KA GALAT MATLAB NIKAAL KAR MUSALMAANO KO GUMRAH KARNE AUR DHOKA DENE KI KOSHISH KI HAI.

ASL MEIN WAHABIYO KE BATIL MAZHAB MEIN NABI AUR WALI KI QABR PAR JANA HARAM AUR SHIRK HAI AUR WOH IN TAMAAM AMBIYA AUR AWLIYA KI MAZAARAAT KO GIRANA CHAHTE HAI HATTA KI WAHABI MADINA SHARIF MEIN HAMARE AAQA WA MAULA HUZOOR NABI YE KAREEM  صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ KI QABR E MUBARAK AUR GUMBAD E KHAZRA KO BHI GIRANA CHAHTE HAI. MAAZALLAH.

IN SHA ALLAH IN TAMAAM HADITH KA SAHIH MATLAB AUR ISTIDLAAL MUHADISEEN KI SHARAH KI ROSHNI MEIN AUR HUZOOR صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ KE DUSRI AHAADITH WA SAHABA KE AMAL SE DEKHTE HAI.

WAHABIYO NE SAHIH MUSLIM KI EK HADITH PESH KI:
“Hazrat Abu Hayaaj Asdi رضي الله تعالى عنه bayan karte hai ki mujh se Hazrat Ali  رضي الله تعالى عنه ne kaha. Kya mein tumhe us kaam ke liye na bheju jis kaam ke liye mujhe Rasulallah صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ ne bheja tha ki mein har tasweer ko mita du aur har unchi Qabr ko (zameen ke) barabar kar du.
[SAHIH MUSLIM,  KITAB UL JANAIZ, JILD 1, PG NO 677]

JIN QABRON KO GIRANE KA HAZRAT ALI رضي الله تعالى عنه KO HUKM DIYA THA WO KUFFAR KI QUBUR THI, NA KE MUSALMANO KI.

ISKI CHAND WAJA HAIN:
AWWAL TO YE KI HAZRAT ALI رضي الله تعالى عنه NE YE FARMAYA KI JIS KAAM KE LIYE HUZOOR صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ NE MUJHE BHEJA THA USI KE LIYE MAIN TUMHE BHEJHTA HUN, HUZOOR صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ KE ZAMANE ME JIN QUBOOR KO MOULA ALI رضي الله تعالى عنه NE GIRAYA WO MUSALMANO KI NAHI HO SAKTI KYU KI HAR SAHABI KE DAFAN ME HUZOOR صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ SHIRKAT FARMATE THE. LIHAZA JIS QADR QUBOOR BANI YAA TO HUZOOR صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ KI MOUJUDGI ME YAA AAPKI IJAZAT SE. AB YE KAISE MUMKIN HAI KI JO QABRE KHUD HUZOOR صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ KI MAUJOODGI MEIN BANI WOH QABRE GALAT BANI HO AUR KHUD HUZOOR صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ UNHI QABRO KO GIRANE KA HUKM DE.

DUSRA YE KI JIN QUBOOR KO GIRANE KA HUZOOR صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ NE HUKM DIYA WO MUSHRIKEEN HI KI QUBOOR THI KYU KI ISI HADEES ME TASWEER KA BHI ZIKAR HAI TO WO KAUN SE MUSALMAN THE JIN KI QABRON PE TASVEER HUWA KARTI THI?

PATA CHALA KI JIN QABRO KO GIRANE KA HUKM DIYA GAYA THA WOH MUSALMAANO KI NAHI BALKI MUSHRIKEEN KI QABRE THI JIS PAR SHIRK HOTA THA.

AB RAHA SAWAAL QABR KO PUKHTA BANANE KA:
Baaz log ye samajhte hai ki jo upar uncha cemented bana huwa hota hai woh Qabr hai. Qabr isko nahi kehte. Isko taweez kehte hai. Yaani Qabr ka nishaan. Qabr Arbi zabaan mein haqeeqat mein woh jagah hai zameen khodne ke baad jaha mayyit ko rakha jata hai. Khwa neeche gada khod kar khwa neeche daaye taraf jise band karte hai eeto se. Eeto ko band karne ke neeche jo zameen ka hissa hai Ulema e Arab kehte hai ki qabr woh hai. Upar to alaamat hai nishan pehchan ke liye hai ki yeh qabr hai. To jis mein mayyat rakhi jati hai woh qabr hai. Woh har koi kaccha rakhta hai aur hukm uska hai ki woh kacchi rehni chahiye. Baaki upar jo nishaan hai taweez ka ye uski pechaan ke liye alaamat ke liye hai ki baaz gar mit jaati hi.  Is liye ye mubah hai. Gunah nahi. Jo Gunah ka amal hai woh ye ki jo neeche zameen ke jo khodi jati hai woh pakki na ho andar. Usko cemented na kiya jaye jism jahan rakha ja raha hai usko pakka na kare.

Aap Iraq jaye tamam mazarat isi tarah hai. Ahle Iraq ka bhi aqeeda yahi hai. Sham mein bhi tamam mazarat isi tarah hai. Yaani Ahle Syria ka aqeeda yahi hai. Ahle Misr ka aqeeda bhi yahi hai. Turkey mein bhi tamam mazarat isi tarah hai. Sara alam e Arab ka aqeeda yahi hai. Saudi Arab mein taqreeban pechle 90 saal ka ye taza aqeeda hai ki sahaba aur aam musalmano ki qabro ko mismaar kiya gaya hai.warna 90 saal qabl Saudi Arab mein bhi unchi mazarat aur gumbad hote the 1400 saal se. Hazrat fatima Zahra, Hazrat Usman, Halima Sadiya ki mazar par gumbad tha. Ahle Bait ke mazaro par bhi gumbad the. Hazrat Amina ki mazar par bhi gumbad tha. Yeh tamam mazarat aur gumbad giraye hai maazallah. 1925 mein jab Aale Saud aur Aale Shaikh iktedaar mein aaye tab yeh tamam mazarat buldoz kiye gaye to yeh saudi ka 70 saal wala aqeeda durust hai ya 1400 saal purana aqeeda?

IN TAMAAM SAHIH AHAADITH SE PATA CHALTA HAI KI HUZOOR صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ AUR SAHABA KI QABRE ZAMEEN SE UNCHI THI.

HADITH:

Hazrat Sufyaan Tamaar رضي الله تعالى عنه se marwi hain ki unhoone bayaan kiya ki Nabi e Kareem صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ ki Qabr e Anwar ko dekha hain ki woh Kuhaan numa hain (yaani onchi- zameen se upar – elavated – convex).
[Sahih Bukhari, kitab ul Janaiz]

Hazrat Imam Ebrahim Nakhie ne farmaya jiss shakhs ne Nabi e Kareem صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ aur Sahibain ki Qabre dekhi hain uss ne mujhe khabar di hain ki woh sab zameen se ubhri huwi hai. Un par safeed sange marmar hain.

HADITH:
Hazrat Khaarja bin Zaid رضي الله تعالى عنه farmate hain Maine apne aap ko is haal mein dekha ki jawaan tha. “AEHAD E USMAAN رضي الله تعالى عنه MEIN WOH SHAKS SAB SE ZYADA CHALAANGE LAGANE WALA SAMJHA JATA THA JO USMAAN BIN MAZ’OON KI QABR FALAANG JATA.”

[ SAHIH BUKHARI, KITAB UL JANAIZ, JILD 1, PG 517]

BUKHARI KI SAHIH HADITH SE YE PATA CHALA KI KHUD HUZOOR NABI E KAREEM صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ KI AUR  SAHABA E KIRAM KI QABRE ZAMEEN SE UNCHI HOTI THI.

Imam Shamsuddin Sakhawi (902 H) Huzoor Nabi e Kareem صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ ke chacha Hazrat Hamza bin Abdul Muttalib رضي الله تعالى عنه ke tarjma mein likhte hai:

“UN KI QABR E MUBARAK PAR ‘QUBBA’ BANAYA GAYA, US KI ZIYARAT KI JAATI HAI AUR US SE BARKAT HASIL KI JAATI HAI.”

[SHAMSUDEEN SAKHAWI, AL TAHFATUL LATIFA FI TAARIKHUL MADINA AL SHARIFA, JILD 1, PG 307]

AAJ BHI IRAQ, SHAAM, LEBONAN, PHILIPINES, LIBYA, IRAN, YAMEN, MISR AUR DUNIYA KE HAR KOONE MEIN AMBIYA AUR AWLIYA KI UNCHI MAZAARAAT HAI AUR UN PAR GUMBAD BANE HUWE HAI JO 1400 SAAL SE AAJ TAK QAYAM HAI AUR SAB SE BAA BARKAT MAZAAR E AQDAS AUR GUMBAD HUMARE AAQA WA MAULA HUZOOR NABI E KAREEM MUHAMMAD MUSTAFA صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ KA MADINA MUNAWWARA MEIN HAI JO SABSE BADI ISLAM KI NISHAANI AUR AHLE SUNNAT KI DALEEL HAI.
.....

Mazar par jana sunnat hai
mazar par jana sunnat hai
Har Sal awlia Allah ke parda farmane(urs)ke din unki mazarat ki ziyarat karna sunnat hai:

Hazrat Abu huraira radi Allahu anhu hazrat saad bin abi waqas radi Allahu anhu
Hazrat mohammed bin ibrahim radi Allahu anhu hazrat ukhb a bin omer radi Allahu anhu
se riwayat hai ke

huzoor(SALLALLA HI ALIHI WASALLAM)har saal shohda e uhad ki mazar par tashrif le jate aur unhe farmate tum par salam ho kyun ke tumne sabar kiya. Aur akhirat ka ghar kaisa achha hai.

Aur isi tarha hazrat abubakar radi Allahu anhu hazrat omer radi Allahu anhu
Hazrat Usman radi Allahu anhu
Hazrat ali radi Allahu anhu
bhi har sal shohda-e-uhad ke mazar-e-mubarak ki ziyarat karte the
>Sharah al sudoor pg210, >tafsir jamia al biyan13/ 96, >ibne kasir2/ 791, >tafsire kabir19/ 45, >qurtabi pg313 jild5 jaz9, musanif abdul razaak hadiss6814,baih aqi, umdatul qari sahi bukhari,tafsir ibne jurair)

Tabligijamat deobandar ahle hadis  log kehte hai har sal AwliaAllah ki mazarat ki ziyarat karna shirk  biddat hai (maazAllah)

Jab tumme se kisi ki koi shai gum ho jaye, ya tumme se koi Madad chaahe aur woh aisi jagah ho jaha uska koi madadgaar bhi na ho, to use chaahiye ke yu'n pukaare,aye ALLAH ke bando meri madad karo, aye ALLAH ke bando meri madad karo, yakinan ALLAH ke aise bhi bande hai jinhe hum dekh nahi, sakte aur ye aazmudah baat hai.

(tabara ni,f il muajjam ul kabir , jild 17, page 117, hadees 290)

Allah ke nek bandon ki jagah par jakar duwa mangna nabion ki sunnat hai:

hazrat Zakaria(Alaihis salaam)ko barso se tamanna thi ke unhe beta ho aur unhone kai bar Allah se duwa mangi yaha tak ke aap zahif ho chuke the.

jab unhone hazrat e maryam( radi Allahu anhu)ki ibadat ki jagah dekhi ke waha be mausam phal ate hai to us waqt unhone waha duwa mangi aur aap ki duwa qubol hogayi (para 3 al imran 37,39)

Ahle hadis, wahabi, deobandi, tabligi jamat ke log kehte hai Allah kr nek bandon ki jagah par jakar duwa mangna shirk hai. Ma'azallah

Azmat e awlia: Jab Allah kisi bande se mohabbat farmata hai.to hazrat e jibrail alaihissalam se farmata main falaan se mohabbat karta hun. tum bhi usse mohabbat karo.
phir jibrail alaihissalam asman me elan karte hai ke Allah falaan se mohabbat karta hai tum bi usse mohabbat karo phir asman wale bhi usse mohabbat karte hai phir uske liye zamin me maqboliyat rakh di jati hai (sahin muslim jild2 pg331)

is hadis se malum huwa ke awlia Allah se mohabbat karna Allah ki sunnat hai aur inse mohabbat karne walo se Allah khush hota hai. Aur shaitan Allah ke nek bando se nafrat karta hai jaise tabligi jamat aur ahle hadis ke log karte hain. Aur dekho ye wahabi deobandar kya kehte hai: Inke paas iskaa koi soboot hai kya?

Jis Urs main sirf QURA'AN parha jae , us main Shareek hona bhi durust nahin hain . (Fatawa E Rasheediya, PAGE#147, MOLVI RASHEED AHMED GANGOOHI)

Ab ap khud hi faisla karen kon Allah aur uske habib wala aur kon shaitan wala

Note, mazar shareef par jaya karen lekin bilkul adab ke saath dil aur dimag ko paak kar ke jaye karen mazar shareef par jakar koi aisi galati na kare jisse sahibe mazar par ungi uthe (matlab jitna ho sake utna adab baja layen
.....
Ahle Sunnat Wa Jamaat Ka Maukoof  
Mazarat E Auliya Pe chadar Chadana Naa To Farziat me Se hai naa ye Wajibat hai k Jab bhi Aap Kisi Sahib E Mazar K pass jaaye to chadar chadaye aisa jaruri nahi hai yaad rakhe wahabi dhoka dete hai k tum farz samajhte ho hamare kisi Akabir Mufti Fukaha ne ye naa likha hai naa kaha hai. 
Kiski kabr Pe Chadar Chadayi Jaaye ? 
Musalman baa jahiran 02 kism k hai ek awaam dusre Buzurgane Deen jinhe aam jaban me Auliya Kahte Hai. 
Mazarat E Auliya Pe Chadar Chadana Ulema Saaleh ki Kabr Pe Chadar Chadana Ahle Sunnat k Nazdik JAIZ Aur Mahmood hai aur Awaam Muslemin ki Kabr pe Chadar Chadana Nazaiz iska koi faida nahi hai.
Chadar Chadane Ki Asl Kya Hai ? 
Khaana E Kaaba Pe Gilaaf Kyu ? Jab Hazrat Ibrahim AlaihSalam ne Hazrat Ismail Alaihsalam ne Khana E Kaaba Ki Taamir Ki Us Wakt se Leke Badhshah E Yamen Tab’a Awwal Hamirī, Jo badhshah e Yaman tha Jo Hazrat Isaa Alaihisalam ki Wiladat se approximately 400 yaa 500 saal pehle yaani aaj 2015 se 2500 saal k pehle Taba Awwal Hamiri Ne jab Khana e Kaaba Ko girane ka faisla kiya aur phir jo alag tarah se bimaar huwa us wakt isne apne irade ko us daur k Ulema par jaahir kiya aur phir un ulema k batane k baad irade ko tarq kiya aur theek hogaya.
Chunki KHANA E KAABA Baitullah hai Aur Awaam k ghar se imtiyaz rakhne k liye isne KHANA E KAABA PAR GILAAF CHADAYA taaki Aam ghar aur BAITULLAH me fark wajeh hojaye iski azmat aur buzurgi awaam ki nazr me aaye is maksad se usne bhi KHANA E KAABA PAR GILAAF CHADAYA jab gilaaf chadaya tha us wakt wo badshah Aag ka Pujari buth parast Mushrik tha phir baad me jaisa k kutoob e seerat me hai k isne Huzoor Nabi E Rehmat Alaihisalam par gaibana imaan laaya. 
Is badhshah k amal ko Nabi E Karim Sal Allahu AlaihWassalam ne pasand hi nahi kiya balki fateh Makkah k baad bhi isko kayam rakha aur wo aaj tak Mauzooda Nazdi hukumat bhi kayam rakhe huwe hai. 
Isliye Mazarat E AULIYA me bhi Gilaaaf chadaya jaata hai taaki Sahibe kabr ki Azmaat Waqaar ka izhar hojaye aur pata chale ye koi aam kabr nahi balki Auliya ki Kabr Hai. 
Allah Ki Nishaniyo Ka Tazeemi Hukm
 
ذٰلِكَ وَمَن يُعَظِّم شَعائِرَ اللَّهِ فَإِنَّها مِن تَقوَى القُلوبِ
“Aur Jo Allah Ki Nishaniyo Ki Tazeem Kare To Ye Dilo Ki Parhejgaari Se Hai”
(Surah 22 Al Hajj Ayat 32)

ذٰلِكَ وَمَن يُعَظِّم حُرُماتِ اللَّهِ فَهُوَ خَيرٌ لَهُ عِندَ رَبِّهِ
“Aur Jo Allah Ki Hurmato Ki Taazim Kare To Wo Uske Liye Rab k Yaha Bhala Hai” 
(Surah 22 Al Hajj Ayat 30)

In do aayat e Karima se pata chala k jo ALLAH k Deen Nishaniya hai unki tazeem baza laana hum pe laazim hai.

Chadar Chadane Ki Wajah Kya Hai ? 
Chunki Mazarat E Auliya Shaʿāʾira llāh  Hai aur uski Taazeem jaruri hai
Isliye Mazarat E Auliya pe chadar chadayi jaati hai taaki ek Musalman ki Kabr Aur Auliya Ki Kabr Me Fark wajeh hojaye k Jinki Kabr pe Chadar Chadi hai wo Auliya Ulema me se hai.
Muhammad Amin Ibn Abideen Ash Shami Rahmatullah Alaih  
(Al Mutwaffa 1252 Hizri)

Famous Name :  Imam Ibn Aabideen Ash Shami Rahmatullah Alaih Apne Fatawa me likhte Hai 
“Buzurgan E Deen aur Auliya Wa Saalaheen k Mazarate Tayyabat Par Gilaaf Dalna Jaiz Hai Jabki Ye Maksood Ho Ki Sahibe Mazar ki Waka’at (yaani Izzat Wa Azmat) Awaam ki nazar me paida Ho Inka Adab kare, Inki Barkaat Hasil Kare”
Reference : 
(Radd Al Muhtar Ala Al Dur Al Mukhtar Vol :01, Pg : 499)

Hazrat Shah Waliullah Muhaddis Dahelvi Alaihrehma k dada ustad Aarif Billah Allama Abdul Gani bin Ismail bin Abdul Gani Nabilisi Hanfi rahmatullah alaih (Al Mutwaffah 1143 Hizri) irshad farmate hai 

“Jo Biddat Hasna Shariyat k Makasid k Muwakif Ho Wo Sunnat hai, Pas Uema E Kiram, Auliya E Jawil Ahteram Aur Sulaha E Izaam ki Kuboor Par Kubba Banana Aur Kabr Posh Yaani GILAAF ‘Chadar’ Daalna Amr Jaiz hai. Jabki Maksood is se Awaam Ki nazro Me Sahibe Kabr Ki Tazeem Wa Taukeer Paida Karna Ho, Taaki Wo Sahibe Kabr Ki Tahkeer Wa Tauheen Naa Kare Aur Isi Tarah Auliya Wa Sulaha Ki Kuboor K Pass Chiraag Roshan Karna Baab Taazeem Wa Takreem Se Hai Isme Maksad Nek Hai, Is Se Logo ko Rokna Munasib Nahi”
Reference : 
(Kashfunoor An Ashabil Kaboor Pg : 21, Print : Maktaba E Qadriya Lahore, Urdu translation)
Imam Hafiz ibn Abdul Barr (Al Mutwaffa 487 Hizri) 

Hazrat Abu Ayyub Ansari Radi Allaho Anho Ka Zikr karte Huwe Likhte Hai
“Wo Qastuntunya Me Unki Kabr Shaher K Deewar Par hai Log Uski Tazeem Karte Hai Aur Jab Barish Nahi Hoti Thi To Upar Se Kapda (chadar) Uthake Kabr Khol Dete The Aur Jab Bhi Unki Kabr Pe Jaake Dua Maangte The Dua Kabool Hojati Thi” 
(Al Isti'ab Fi Ma'rifat Al Ashab)

Mazar Pe Kitni Chadar Ho? Aur Jab Chadar Pahle Se Ho To Kya Kare ? 
Imam E Ahle Sunnat  Aala Hazrat Fazil E Barelvi Rahimullah Farmate Hai 
“Aur Jab Chadar Mauzud ho Aur Woh Abhi Purani Yaa Kharab Naa Huwi ki Badalne Ki Haajat Hoto Chadar Chadana Fuzool Hai Balki Jo Daam (rakam) Isme Kharch Kare Wali ALLAH k Rooh E Mubarak Ko Isaal E Sawab k liye Mohtaaz Ko Dein, Haa Jahan Maamool Ho Ki Chadai Huwi Chadar Jab Hazrat Se Zayid Ho khuddam Masakin Hazatmand Le Lete Hai Aur Is Niyat Se Daale To Koi Baat Nahi Ki Yeh Bhi Sadqa Ho Gaya” 
(Ahkaam E Shariat Vol : 01, Pg : 72)
Chadar k Mutallik Kuch Galat Rasmaat Aur Uski Islaah 
Baaj Log Mannat Maangte Hai Dua Kabool Hojaye To Hum Fala Fala Keemat ki Chadar Chadaynge Kya Ye Mannat Jaiz Hai ? 
“Aur Agar Aisi Jagah Jahan Pahle Se Chadar mauzood ho Aur Woh Bosida Aur Kharab Naa Huwi To Chadar Chadane Ki Mannat Maani Ho To Us Mannat Ko Pura Karna Jaruri Nahi Aur Aisi Mannat Maan Na Bhi Nahi Chahye” 
(Ba Hawala kitab Galat Fehmi aur Uski Islaah Pg : 67, Maulana Tat’heer Ahmad Barelvi)
Ahle Sunnat Wa Jamaat k awaam ko chahye ki jis amal ki jo sahi haisiyat hai usko wohi hadh tak maane behtar hai jab jaaye Mazarat E Auliya pe Jaha Pahle Se Chadar Mauzood Ho to humne Akabireen k fatwe se bataya k Chadar ki asl kya hai to karna ye chahye Chadar Naa Kharide balki Us chadar k itni rakam nikal k Sadqa Khairat Kar ke Buzurgaan E Din ki Arwaah ko Sawab Nazr karde yaa phir jaruratat Madaris, Masjid, yaa koi dusri jaiz jagah pe kharch kare.
.....

Sahaba Karam Nay Sab Say Pehlay Jis Mazar Par Chadar Chadaye Wo Kaunsi Rang Ki Thi ?
Answer :
Sahaba Karam Nay Sab Say Pehlay Jis Mazar Par Chadar Chadaye Wo Nabi Pak (ﷺ) Ka Mazar Pur Anwar Hai Jis Par Surkh (Red) Rang Ki Chadar Chadai Gaye
{Muslim Saharf Volume 1, Kitab-Ul-Janaiz Hadees 2136}

MasLa
Q. Munafiq, Esahi, Yahudi, Wahabi, DevBandi, 24, Qadyani, Shia, Rafzi Maulviyon Ki Pitai Karna (jismani taklif dena) ya Sakhti Karna Kaisa?

A. Bahot Sawab Hai. Aisa Mauqa Mile Toh Chhodna Galat Hoga. Jab Mauqa Pao Inke Maulviyon Ki Bharpur Pitai Kar Do. 

Hadees -
1 SAHABI Ne 1 Munafiq Ki Pitayi Is Liye Kr Di K Usne HUZOOR Ki Sawari K Peshab K Bare Mein Kaha K MUHAMMAD (sal lal lahu alayhi wa sallam) Ki Sawari K Peshab Ne Mujhe Takleef Pohnchayi Hai...! 

(Talkhees: MUSNAD-E-AHMAD, HADEES#13316)


MasLa
Q. Wahabi, Tabligi, DevBandi, 24, Shia, Rafzi, Suleh Kulli Wagaira Agar Qareebi Rishtedar Ho Toh Usse Kaisa Suluk Hoga?

A. Pehle Narmi Se Dawat Pesh Karo, Samjaho Phir Bhi Na Mane Toh Duri Ikhtiyar Kar Lo.
Agar Shiddat Kare Toh Aap Bhi Shiddat Se Hi Pesh Aao.
Phir Bhi Baat Na Bane Toh Phir BOYCOTT.

Aaj Kal Mama Tabligi aur Chacha Ahle Hadees aur Fupa Suleh Kulli aur Sala Tafzili Hojata Hai

Te Masla Bahot Coplicated Hai.
As Salato Was Salamo Alayka 

Har Fitne Ka Radd Farz e Azam Hai.
Shia Rafzi
Wahabi Deobandi
Qadyani Ahmedi
Ye Saare Aaj K Bade Fitne Hai.
Ahle Sunnat Wa Jamat Se Inka Kohi Talluk Nahi.


☪️☪️☪️

"ACHHAAYI KA HUKM DENA AUR BURAAYI SE ROKNA *WAJIB* HAI. IS PAR UMMAT KA IJMAA’ HAI."
--
Hadees-

"ALLAH TA’ALA SAB LOGON KO BAAZ LOGON KE AMAL KE SABAB AZAAB NAHI DETA MAGAR JAB KE WOH APNE DARMIYAAN BURE KAAM HOTE DEKHEIN AUR USEY ROKNE KI TAAQAT RAKHTE HUWE NA ROKEIN. AGAR UNHONE AISA KIYA TO KHUDA E TA’ALA AAM AUR KHAAS SAB KO AZAAB DEGA." 

(MISHKAAT SHAREEF, SAFHA 438)
☪️☪️☪️

Jitan Elm Hasil Karliya Unta Logo Ko Bhi Bato.

الصلوۃ والسلام و علیک یا رسول اللہ